Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

    udaas hai duniya, udaas hai jeevan
    kaisi lagi hai yeh dil ki lagan
    aankh mein aansu, lab peh aahein
    badal gaein terey pyaar ki bahein
    sajan aaja, pyaas bujha jaa
    ujjar gaee hoon, aa key saja ja
    dard-e-judaee bharta jaey
    gham ka darya charhta jaey
    tez hai aandhi, tapta sehraa
    biphree hain maujein, gehra darya
    teri judaee maar na daaley
    aakey merey dard btaa ley
    kaisey pohanchoon terey talak main
    aakey dey ja aik jhalak main
    deed ki aas mein jeeti rahi hoon
    zehr tha lekin peeti rahi hoon
    aas key sarey tootey sitarey
    tum bhi rahey na ab key hamarey
    isnt it true?

    bohat achi poeme likhi hai keep writing n sharing..
    .. :rose
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #17
      Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

      toooti phooti nahi...buhat pyarri poetry hai:)

      Comment


      • #18
        Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

        greeeeeeeeeeeeeeeaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaattt

        Comment


        • #19
          Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

          kiya baat hy .. nice geet poetry
          Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
          Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

          Comment

          Working...
          X