Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

    Aik aur tooti phooti nazm liye hazir hoon, bardasht kar lijiye ga :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

    Bardasht kya hum ne to hazm bhi kar li hai..........Aas ke sare toote tare.....Tum bhi rahe na ab ke humare wah maqsoode wah...:)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

      TUM bhi rahay nah ab k humaray.........

      Comment


      • #4
        Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

        Acha likha hey masood, thanx for sharing.

        Comment


        • #5
          Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

          zabardast
          bohat achaa likha hai aap nay :rose

          Comment


          • #6
            Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

            Originally posted by Masood
            Aik aur tooti phooti nazm liye hazir hoon, bardasht kar lijiye ga :)
            aslaam_u_alikam

            bohat khub. masood sahib aap ke yeh udaas sa kalam bohat achaa lagaa.
            daad qubool kijiye.
            shukriya

            Comment


            • #7
              Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

              Buhat khoob Masood buhat acha likha hai :rose


              khush rahyeah :)
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment


              • #8
                Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                Hi Masood,
                Is it possible that u post ur poems in roman?
                Brijinder"Sagar"

                Comment


                • #9
                  Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                  Ji Brijinder ji main inshaAllah inhein Roman mein bhi post karoon ga. Thora sa waqt dey dijiye :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                    Assalaam o alekum,


                    waaah bahoooot khooob ji zabardast kavish likhi aur share ki masood sahib aapnien dili daad qabool karien khush rahien

                    ek song mujhe yaad yaa aapki kavish perh ker :)

                    wo huve naa humaare hum they jinke sahaare

                    doobi jab dil ki nayya saamnien they kinaare
                    :tang: RISK IS MY BUSINESS

                    DANGER IS MY GAME

                    DONT PLAY WITH ME
                    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                    Comment


                    • #11
                      Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                      Brijinder ji yeh aap key hukum per iss roman mein kiya hai:

                      Tum bhi rahey na ab key hamarey


                      udaas hai duniya, udaas hai jeevan
                      kaisi lagi hai yeh dil ki lagan
                      aankh mein aansu, lab peh aahein
                      badal gaein terey pyaar ki bahein
                      sajan aaja, pyaas bujha jaa
                      ujjar gaee hoon, aa key saja ja
                      dard-e-judaee bharta jaey
                      gham ka darya charhta jaey
                      tez hai aandhi, tapta sehraa
                      biphree hain maujein, gehra darya
                      teri judaee maar na daaley
                      aakey merey dard btaa ley
                      kaisey pohanchoon terey talak main
                      aakey dey ja aik jhalak main
                      deed ki aas mein jeeti rahi hoon
                      zehr tha lekin peeti rahi hoon
                      aas key sarey tootey sitarey
                      tum bhi rahey na ab key hamarey
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                        Tum bhi rahey na ab key hamarey...

                        Shukriya hamarey sath share kerney ka
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                          Buhat khoob janab... :)
                          .

                          Comment


                          • #14
                            Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                            wah bhai kia kahneyn,,,,,:rose
                            Tum bhee rahey naa ab key humarey
                            tum bhee rahey naa ab key humarey
                            tum bhee rahey naa ab key humarey
                            dil karta hey iss pey likhta hii challa jaoon:rose
                            Qaffas-e-hijr mein
                            saansoon ka amal
                            jarii tou hey magar
                            zindagii hey kahaan
                            dhoondh raha hoon
                            sagarkhan:rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: Tum Bhi Rahey Na Ab Key Hamarey

                              bohat khooob masoood bhai

                              kabhi kitaboN main phool rakhna...!
                              kabhi darakhtoN pe naam likhna...!

                              Comment

                              Working...
                              X