"Aey Ishq Hamein Barbad Na Kar" - Yeh nazam bohat hi haseen hai aur is Nayyara Noor ney bohat pyarey andaaz mein gaya hai. Is key yeh alfaaz mujhey bohat pasand hain, inhein per main ney bhi aik ghalat-salat si koshish ki hai, qabool kijiye:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aey Ishq Hamein Barbad Na Kar
Collapse
X
-
Re: Aey Ishq Hamein Barbad Na Kar
Originally posted by Masood"Aey Ishq Hamein Barbad Na Kar" - Yeh nazam bohat hi haseen hai aur is Nayyara Noor ney bohat pyarey andaaz mein gaya hai. Is key yeh alfaaz mujhey bohat pasand hain, inhein per main ney bhi aik ghalat-salat si koshish ki hai, qabool kijiye:
aslaam_u_alikam
waah kiya baat hey.
masood sahib aap ki yeh nazm behad pasand aayii.
bohat shukriya is khubsoorat si nazm ko share kerney key liye.
likhtey rahiye.
shukriya
Comment
-
Re: Aey Ishq Hamein Barbad Na Kar
Assalam-o-Alikum!!
ise topic se related ik poem jo mujhe buhat pasand hai.
umeed hai apko bhi acchi lage gi!
Ay ishq humin barbaad na ker,barbaad na ker
Ay ishq na cher a a k humin,hum bhoole houn ko yad na ker
pehle hi buhat na shaad hain hum,tu oor humin na shaad na ker
qismat k sitam bhi kam nahi,tu taza sitam iijaad na ker
yun zulm na ker be dagh na ker
Ay ishq humin barbadd na ker,barbaad na ker
Raaton ko uth uth ker roote hain,ro ro k duain kerte hain
ankhon main tasawur,dil main khalish sir gunjte hain aahin bharte hain
Ay ishq ye kesa roog laga...jeete hain na zalim marte hain
in khwab se yuun azaad na ker
Ay ishq humin bar bad na ker,barbaad na ker
Jis din se bandha hai dihaan tera,ghabrai hoe se rehte hain
her waqt tasawur ker ker k sharmai hoe se rehte hain
kunbhlai hoe phoolon ki tarah khumbhlai hoe se rehte hain
pamaal na ker,be dagh na ker
Ay ishq humin barbaad na ker,barbaad na ker
Comment
-
Re: Aey Ishq Hamein Barbad Na Kar
Assalaam o alekum,
masoood nayyara noor ki yeh ghazal aye ishq humien ...... meri bhi fav ghazloon mien se ek hai main roozaanaa ek baar iss ghazal ko suntaa hun mujhe behud pasand aayi hai yeh ghazal aur aapki khi kooshish bhi ussi andaaz per hai aapki ghazal perh per yaad aagayi nayyaraa noor ki shukriyaa humse share kernien kaa dili daad qabool karien khush rahien :rose :rose :rose
aye ishq humien itnaa to bataa
anjaam humaaraa kyaa hogaa
taqdeer bataa ab isse buraa
anjaam humaaraa kyaa hooga:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
Comment