Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Imran' jahaan too ho,,,,

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 'Imran' jahaan too ho,,,,



    Attached Files


  • #2
    Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

    wow!! buht umdhaa...
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

      Originally posted by *Hala* View Post
      wow!! buht umdhaa...
      Bht Bht shukriaa Hala Sis

      Comment


      • #4
        Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

        bohat khub

        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


        Comment


        • #5
          Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

          bahut hi khoob...khaaskar doosra sher zabardast hai....

          Comment


          • #6
            Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

            bhot khob janab ..nice sharing
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment


            • #7
              Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

              Wah Mani... bohat hi acha andaaz-e-bayan, ab aap ki shaaeri ROMANTIC hoti jaa rahi hay lagta hay mohabbat ki dhun kuch ziyada hi zeest main shaamil-e-haal hay :)

              Apnay takhalus ka istimaal jo aap nay matlay main kia bohat unique aur acha laga kiyonki aksar maqtay main istimaal hota hay.... har ek shair kamaal ka aur kafiyon aur shairoon ka tasalsul lajawaab, paRh kar lutf aaya.... bilkhusoos yeh shaair kam-az-kam meray liye haasil-e-ghazal hay jo kuch na keh kar bhi bohat kuch keh gaya :)
              Kuch Lafz Hadh-e-Fahem Say Uss Paar Hain Bastay
              Har Lafz Ko Behroon Main Sajaana Nahin Hota......!

              Issi tarhan apnay kalam say humain mustafeed kartay rahain, Khush Rahyeh :)
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

                Originally posted by shummu View Post
                bahut hi khoob...khaaskar doosra sher zabardast hai....

                Thank You so Much shummu G 4 Cute Comments

                Comment


                • #9
                  Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

                  Originally posted by crystal_thinking View Post
                  bhot khob janab ..nice sharing
                  Thank You so Much crystel

                  Comment


                  • #10
                    Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

                    Originally posted by Champion_Pakistani View Post
                    bohat khub
                    Thanks Alot Jani:rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Wah Mani... bohat hi acha andaaz-e-bayan, ab aap ki shaaeri ROMANTIC hoti jaa rahi hay lagta hay mohabbat ki dhun kuch ziyada hi zeest main shaamil-e-haal hay :)

                      Apnay takhalus ka istimaal jo aap nay matlay main kia bohat unique aur acha laga kiyonki aksar maqtay main istimaal hota hay.... har ek shair kamaal ka aur kafiyon aur shairoon ka tasalsul lajawaab, paRh kar lutf aaya.... bilkhusoos yeh shaair kam-az-kam meray liye haasil-e-ghazal hay jo kuch na keh kar bhi bohat kuch keh gaya :)
                      Kuch Lafz Hadh-e-Fahem Say Uss Paar Hain Bastay
                      Har Lafz Ko Behroon Main Sajaana Nahin Hota......!

                      Issi tarhan apnay kalam say humain mustafeed kartay rahain, Khush Rahyeh :)
                      Boht Boht Shukriaa Bhai jaan,
                      Or rehi Mohaabat ki Dhun Tu Wo Tu Gum Ho gai kb ki ab tu Busssssssssssssssssss,,,,,,,,,,,,,,,,,,:wk

                      Comment


                      • #12
                        Re: 'Imran' jahaan too ho,,,,

                        Nahin janab yeh tou aap apnay dil ko behlaanay kay liye keh rahay hain... Mohabbat ek aisa rishta hay jis ki dhun zindagi main har ek lamhay bajti rehti hay aur kabhi khatam nahin hoti kiyonki jab mohabbat khatam hojaati hay tou wajood-e-insaani bhi ussi kay saath khatam hojaata hay....

                        Aap ki shaaeri paRh kar bhi yehi mehsoos hua hay kay yeh dhun baaqi hay aur baRi shiddat say baj rahi hay, aap ko shayed iss ka ilm na ho magar aap kay dil say jo aawaaz aap ki ungliyon ki madad say iss computer screen per bikhri hay woh tou kam-az-kam yehi pegham day rahi hay.....

                        Khush rahyeh aur yonhi achi shaeri jis main mohabbat ki dhun shamil hay say humain mustafeed kartay rahyeh :)
                        sigpic

                        Comment

                        Working...
                        X