Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Izhaar na krna aya*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: *Izhaar na krna aya*

    sallam
    bahot khob jab dil se awaz nikalti hae to dard ka ehsas hota zaror hae
    khin dil ke kone se jo darad obhar ke bahar aya hae who lafzon ki jis zanzeer main somoya hae who andaz bahot khob hae main dua go honh ap ke liye kion ke dil pe lage zakham bahot aziyat dete hain ;;;
    meri aek dost ne jate hoye ye likh ke de gai thi mujhe

    jam pe jam pine se fayda kuch nahi,,,,,
    rat bahr pi subh ko utar jae gi,,,,,
    gar to do ghont meri nazron se pi le,,,,,
    omar sari nasye main guzar jae gi,,,,



    to ye nasa hi hae jo dil main khlish ban ke rhe jati hae

    ap ke liye du gorose:rose

    Comment


    • #17
      Re: *Izhaar na krna aya*

      theek keh rahay ho

      Comment


      • #18
        Re: *Izhaar na krna aya*

        Zabardast jia bahoot achha likhti hain aap
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: *Izhaar na krna aya*

          Very nice waiting for another one

          Comment


          • #20
            Re: *Izhaar na krna aya*

            Thanx to all of u
            b happy:rose

            Comment


            • #21
              Re: *Izhaar na krna aya*

              Originally posted by zmufti View Post
              Jia saheba
              aik achchi koshish ke liye daad qabool kijye
              ghazal meN jazbaat ke saath ilfaaz ki bhee rawaani hai
              gar ijazat ho to kuch technical baatieN arz kar duuN

              aap ne apni ghazal meN jo qawafi istemaal kiyye heN vo heN

              izhar, piyar, iqrar, deedaar, bezaar, ikhtiaar shumaar,inkaar, aah-o-zaar, dildaar, talabgaar , baar, yaadgaar

              in meN izhar,iqrar,bezar,inkaar,dildaar, har baar ham qaafia heN

              jabk shumaar aur piyar ham qafia heN

              ikhtiar ke ham qaafia ilfaaz yaadgaar, intzaar aur beqrar

              aah-o-zaar sahih lafz nahiN hai
              aah-o-zaari durust hai

              aap ke har sher ka doosra misra youN hai

              hamieN..........na karna aaya

              to blank per aisa hi lafz aa sakta hai jo pehlay ka hamwazn ho

              filhaal itna hi
              regards
              zmufti
              Thanx alot sis
              next time main in ghaltion ka dhiyan rakhoon ge or koshish karoon ge k yeh sab na ho:)
              thanx once again
              b happy:rose

              Comment


              • #22
                Re: *Izhaar na krna aya*

                Jia next kab tak likho ge

                Comment


                • #23
                  Re: *Izhaar na krna aya*

                  Originally posted by baqarkashmiri View Post
                  Jia next kab tak likho ge
                  abhi tk to kuch nahi pata

                  Comment


                  • #24
                    Re: *Izhaar na krna aya*

                    kuch likho bhoat acha likhti ho
                    mein bhi likhta tha
                    kuch likha phir chore diya
                    2 or 3
                    bus
                    likan ab kuch lagta ha start karon

                    Comment


                    • #25
                      Re: *Izhaar na krna aya*

                      Originally posted by baqarkashmiri View Post
                      kuch likho bhoat acha likhti ho
                      mein bhi likhta tha
                      kuch likha phir chore diya
                      2 or 3
                      bus
                      likan ab kuch lagta ha start karon
                      thanx alot:rose
                      likhoon ge zaror likhon ge:lpop:
                      laikin kuch wqt to lagy ga he na:comfort:
                      app apni koshish jari rakhooo
                      kuch to ho ga he na:comfort:

                      Comment


                      • #26
                        Re: *Izhaar na krna aya*

                        :insha:

                        Comment


                        • #27
                          Re: *Izhaar na krna aya*

                          Assalamo-Alekam, very well done Jia ji, bohat khubsurat likha hai aap ne

                          Comment

                          Working...
                          X