:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
*Izhaar na krna aya*
Collapse
X
-
Re: *Izhaar na krna aya*
fantastic :em:bohot he achchey andaaz say khiyalaat ko apnay alfaaz may dhaaley hain :thmbup:
keep it up sister and share with usthmbup:Last edited by Mujahid Khan; 14 August 2007, 15:08.
Comment
-
Re: *Izhaar na krna aya*
Originally posted by khananiz View Postzabardast janab........:thmbup:
keep it up........
b happy:rose
Originally posted by ahsaas View PostJia ..Is Poetry Per jitni tareef kerin kam hi lugy gi Lafzon mein Ehsaas ka sailab bah raha hai ..lafzon k khol mein jaan da di ho jese:phool:
Just Superb:thmbup:
thanx alot dear
app nay kuch ziyada he tareef kr di hay:khi:
thank u so much
b happy
Comment
-
Re: *Izhaar na krna aya*
Assalaam-0-Alaikom:rose
main nay abhi PM dekha..........
buht khobsorat liakha hai Jia....aisay hi likhtay rehain...ALLAH TALAA aap ko khush rakhay
tareef tu ahsaas ko karni aati hai.......
Comment
-
Re: *Izhaar na krna aya*
Originally posted by refreshing_breeze View Postjia jaani
ye tou kamaal kar diya hai aap ney
bohat hi khubsoorat likha hai
simply superb jaani
keep it up
mujhy app logoon ke guidness ke
bohat zarorat hay main yhaan tk tum logoon
ke wjah say pohanchi hoon bs isi trhaan say
mujhy meri ghalteaan bhi btaty jana taan k main
unhain dor kr sakoon or mazeed achi poetry kr sakoonn:rose
thanx once again:phool:
b happy:rose
Comment
-
Re: *Izhaar na krna aya*
Originally posted by *Rida* View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
main nay abhi PM dekha..........
buht khobsorat liakha hai Jia....aisay hi likhtay rehain...ALLAH TALAA aap ko khush rakhay
tareef tu ahsaas ko karni aati hai.......
thanx 4 ur best wishess:phool:
b happy:rose
Comment
-
Re: *Izhaar na krna aya*
Jia saheba
aik achchi koshish ke liye daad qabool kijye
ghazal meN jazbaat ke saath ilfaaz ki bhee rawaani hai
gar ijazat ho to kuch technical baatieN arz kar duuN
aap ne apni ghazal meN jo qawafi istemaal kiyye heN vo heN
izhar, piyar, iqrar, deedaar, bezaar, ikhtiaar shumaar,inkaar, aah-o-zaar, dildaar, talabgaar , baar, yaadgaar
in meN izhar,iqrar,bezar,inkaar,dildaar, har baar ham qaafia heN
jabk shumaar aur piyar ham qafia heN
ikhtiar ke ham qaafia ilfaaz yaadgaar, intzaar aur beqrar
aah-o-zaar sahih lafz nahiN hai
aah-o-zaari durust hai
aap ke har sher ka doosra misra youN hai
hamieN..........na karna aaya
to blank per aisa hi lafz aa sakta hai jo pehlay ka hamwazn ho
filhaal itna hi
regards
zmufti
Comment
Comment