Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

    مملکت خدادادِ پاکستان اور اسکی حالتِ زار آپکی کے غور و فکر کی نذر


    گھر میں مکیں ہے کوئی ،عمارت کسی کی ہے
    اب ہے نشانہ کوئی عداوت کسی کی ہے

    شعلوں کے ہیں بگولے دھویں کے سیاہ سحاب
    جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

    میں اپنی جستجو میں وہاں تک چلا گیا
    جہاں پر خودی کسی کی ، چاہت کسی کی ہے

    اتنا عجیب سانحہ پہلے نہ ہُوا تھا
    میں جی رہا ہوں پر اب اجازت کسی کی ہے

    اب زندگی کو ایسے ہے تسکین مل رہی
    تکلیف میں ہے کوئی راحت کسی کی ہے

    ظاہر میں ہے سکون پر باطن ہے بیقرار
    کیا اپنی جیسی اور بھی حالت کسی کی ہے ؟

    کل آ ئینہ فروش نے آ کر یہ دی صدا
    ہے اپنی اپنی شکل شباہت کسی کی ہے


    اللہ رسول سچ ہے اطاعت کسی کی ہے

    اسماعیل اعجاز خیال
    Attached Files
    Last edited by Ismail Ajaz; 17 August 2011, 21:06.
    Ismail Ajaz (Khayaal)

    muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
    Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

  • #2
    Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

    bohat umdah........ khoobsurat ..sabhi ashaar khoobsurat
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

      Originally posted by saraah View Post
      bohat umdah........ khoobsurat ..sabhi ashaar khoobsurat
      saraah
      sadaa salaamat rahiye haNstee muskuraatee rahiye ,Allah aap ko humeshah Khush rakhe,aap kaa bohot shukriyah
      Ismail Ajaz (Khayaal)

      muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
      Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

      Comment


      • #4
        Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

        buhat khobsorat ismayil sir buhat umdigi say lafzoon ko aik larii may proya hay...shukriya:rose
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment


        • #5
          Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

          Originally posted by Jamil Akhter View Post
          buhat khobsorat ismayil sir buhat umdigi say lafzoon ko aik larii may proya hay...shukriya:rose

          janaab Jamil Akhter SaaHeb
          salaamat
          aap kaa beHad shukriyah aap kee daad mere liye beHad qeemtee aur baaiC e taqviyat e qalb hai
          mamnoon
          Ismail Ajaz (Khayaal)

          muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
          Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

          Comment


          • #6
            Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

            Boht zabardast akasi ki hai aap ne
            thanks





            Comment


            • #7
              Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

              Originally posted by baniazkhan View Post
              Boht zabardast akasi ki hai aap ne
              thanks
              janaab moHtaram baniazkhan SaaHeb
              iss muHabbat o inaayat ke liye mamnoon hooN
              sadaa Khush rahiye
              wassalaam
              Ismail Ajaz (Khayaal)

              muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
              Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

              Comment


              • #8
                Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

                Assalaam-O-alaikum

                Har baar ki tarah iss baar bhi nihayat aala soch ka mayaar aur bohat hi gehri samajhi nazar, lafz hain kay teer hain kay seedhay nazroon kay zaryeh dil per waar kar rahay hain.... aap ki shayeri main gham-O-ghussay ka izhaar hay aur samaji sardaroon kay liye aik payaam..... kaash aap ki baat logon kay dil main utar jayay aur yeh KHOON ka khel bandh hoo.

                Khush rahyeh aur apni khoobsurat shayeri say hum sab ko mustafeed kartay rahyeh.

                Fi amaan ALLAH
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Assalaam-O-alaikum

                  Har baar ki tarah iss baar bhi nihayat aala soch ka mayaar aur bohat hi gehri samajhi nazar, lafz hain kay teer hain kay seedhay nazroon kay zaryeh dil per waar kar rahay hain.... aap ki shayeri main gham-O-ghussay ka izhaar hay aur samaji sardaroon kay liye aik payaam..... kaash aap ki baat logon kay dil main utar jayay aur yeh KHOON ka khel bandh hoo.

                  Khush rahyeh aur apni khoobsurat shayeri say hum sab ko mustafeed kartay rahyeh.

                  Fi amaan ALLAH
                  janaab e mann moHtaram

                  salaam aap kee Khidmat meN ,aur aap kee iss muHabbat o inaayat fikr e nazar o pazeeraa'ee ke liye saraapaa e sipaas guzaar hooN ,Allah aapko duniyaa o aaKhirat meN Khushiyaan o izzateN marHamat farmaa'ey
                  Pakistan se muHabbat karne waaloN aur apne paRhne waaloN se darKhwaast hai keh iss Khittah o ne'Amat e KhudaawaNdee jis kee humeN Allah qadr o manzilat Ataa farmaa'ey apne apne kirdaar o mu'Aawinat se iss kee ta'Ameer o KhushHaalee meN Hissah leN
                  wassalaam
                  Ismail Ajaz (Khayaal)

                  muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
                  Khayaal aap kee maiHfil meN aaj phir aayaa

                  Comment


                  • #10
                    Re: جلتا ہے گھر کسی کا شرارت کسی کی ہے

                    bohat aala..

                    Comment

                    Working...
                    X