Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Nashaiman Hay Koi Maira

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Nashaiman Hay Koi Maira

    Nashaiman hay koi maira,na koi aashiya'n maira
    May tanha hu'n zama'nay mai'n,nahi koi makaa'n maira
    Na koi mairi manzil hai,na koi hamsafar maira
    Mai'n tanha hu'n hamaisha say,hay dushman yeh jahaa'n maira
    :rose
    Gila hay mujh ko apno'n say,na ghairo'n say koi shikwa
    Yeh'hi maira muqaddar tha,ye'hi tha imteha'n maira
    :rose
    Tumharay pyar nay mujh ko sahaara day'diya warna
    Mai'n kho ja'ti zamaa'nay mai'n,na milta phir nisha'n maira
    :rose
    Chalain gayy saath mil'kar ham basa'ain gayy nai duniya
    Tum'hi ab mairi manzil ho,tum'hi ho kaarwa'n maira
    :rose

    Wahi hoga taira masskan wahi ho'ga makaa'n maira
    :rose
    Last edited by hayaa_n; 21 May 2005, 22:34.
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Nashaiman Hay Koi Maira

    Originally posted by hayaa_n

    haya sahiba!
    itnii haseen, khoobsoorat, aur rawaaN ghazal ki takhleeq par meri janib se bhar-pur daad qubool kijiye
    masha allaah bohat hi khoob kalaam hay.dil khush hua.aise kalaam to site par kam kam hi nazar ate haiN.
    sada khush rahiye
    :rose

    Comment

    • #3
      Re: Nashaiman Hay Koi Maira

      Assalaam o alekum,

      Haya ji bahoot khoob bahoot hi umdeh kavish humse share ki aapnien najma baaji nien such hi kahaa hai ke aise kalaam bahoot kam hi miltey hain sites per shukriyaa humse share kernien kaa DiLi Daad Qabool karien khush rahien
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment

      • #4
        Re: Nashaiman Hay Koi Maira

        buhat khoobsurat buhat hi Umdaah likha hai :)

        khush rahyeah :)
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment

        • #5
          Re: Nashaiman Hay Koi Maira

          Originally posted by hayaa_n
          Nashaiman hay koi maira,na koi aashiya'n maira
          May tanha hu'n zama'nay mai'n,nahi koi makaa'n maira
          Na koi mairi manzil hai,na koi hamsafar maira
          Mai'n tanha hu'n hamaisha say,hay dushman yeh jahaa'n maira
          :rose
          Gila hay mujh ko apno'n say,na ghairo'n say koi shikwa
          Yeh'hi maira muqaddar tha,ye'hi tha imteha'n maira
          :rose
          Tumharay pyar nay mujh ko sahaara day'diya warna
          Mai'n kho ja'ti zamaa'nay mai'n,na milta phir nisha'n maira
          :rose
          Chalain gayy saath mil'kar ham basa'ain gayy nai duniya
          Tum'hi ab mairi manzil ho,tum'hi ho kaarwa'n maira
          :rose

          Wahi hoga taira masskan wahi ho'ga makaa'n maira
          :rose

          Hayaa itni khoobsurat aur shagufta ghazal ki sharing par bohat bohat shukriyah. Main ney aap ki ijazat key bghair aap ki ghazal ko Urdu mein likha hai, kyun keh merey nazdeek Urdu adab ka husn Urdu rasm-ul-khat mein hi hai. Aap ki nazar:
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Nashaiman Hay Koi Maira

            wao bohat khoobsoorat nazam likhi hain...:)

            Comment

            • #7
              Re: Nashaiman Hay Koi Maira

              bohat acchi sharing hay jee sada likhitay rahain :) :rose
              http://www.genericviagra2015shop.com/

              Comment

              • #8
                Re: Nashaiman Hay Koi Maira

                Assalam.o.aleikum:)
                Najma ji
                Khurram Shaikh ji
                Khawahish ji
                Aroosa ji
                Handsome ji
                taji

                Aap sab kay replies baar baar read kiye hai'n.Bouhat khushi bhi hui aur Allah ka bouhat shukar bhi adaa kiya kay maira likha aap logo'n ko acha laga aur mujhay masha Allah say itnay achay replies read karnay ko milay.Bouhat bouhat shukriya aap sab ka.Khush rahiye.:)

                ta ji aap nay hamaisha ki tarha mujhay saraaha aur urdu mai'n likhi ghazal daikh kay bouhat khushi hui aur yeh aihsaas bhi k aap nay itna busy hotay huway bhi yeh kiya.ta ji bouhat shukriya.khush rahiye sadaa.Ameen:)
                :roseENIGMA:rose

                Comment

                • #9
                  Re: Nashaiman Hay Koi Maira

                  Arey haya bahut hi umda likha hai bahut sanjedgi aur pukhtagi ke sath bahut acha likha likhti rehna

                  Comment

                  • #10
                    Re: Nashaiman Hay Koi Maira

                    Ambreen ji:) kitna loving hay aap ka reply.ji Insha Allah likhti rahu'n gi.Bouhat shukriya is pazeeraai ka.:)
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: Nashaiman Hay Koi Maira

                      BARA ACHCHA LIKHTI HAIN AAAP KHOOB LIKHA HAI aJNABI

                      Comment

                      • #12
                        Re: Nashaiman Hay Koi Maira

                        Bouhat Shukriya Samander ji...aap ka nice reply read kar k khushi hui aur dance daikh kar bhi.:)
                        :roseENIGMA:rose

                        Comment

                        Working...
                        X