Asslmaoalikum :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Gham Nahi'n Aik Aasra Hay Abhi
Collapse
X
-
Re: Gham Nahi'n Aik Aasra Hay Abhi
Originally posted by hayaa_nGham nahi'n aik aasra hay abhi
Na ho duniya maira Khuda hay abhi
Dil mai'n ik dard sa utha hay abhi
Kiya koi haadsa huwa hay abhi
Kaisay daikhai'n nazar utha kay mujhay
Saamnay un'kay aaina hay abhitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Gham Nahi'n Aik Aasra Hay Abhi
Ta Ji aap kay yeh replies mujhay khushi kay saath howsla bhi bakhshtay hai'n aur bas jo kuch mind mai'n aata hay aap jaisay manjhay huway aur itnay umda is forum kay poets ki mowjudgi mai'n us ko likhti chali jaati hu'n.bouhat shukriya ta ji kay aap sab mujh junior ki bhi tareef kartay hai'n aur howsla barhatay hai'n..khush rahiye.Aameen:):roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Gham Nahi'n Aik Aasra Hay Abhi
Assalam.o.aleikum,,
Yaaram ji bouhat shukriya Urdu composing ka.Jazaak Allah:)
''Dil say hota huwa sir-e-miyygaa'n''(Palko'n kay kinaaray)
is misray ko roman urdu may sahi nahi likh paa rahi.SorryLast edited by hayaa_n; 4 October 2005, 00:49.:roseENIGMA:rose
Comment
Comment