Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
yeh aur baat
Collapse
X
-
Re: yeh aur baat
:) ....Mein nay b khud jab likhi tu nahi parhi thee yeh nazm ..
magar abhi parhi tu laga ...k dobaaraa b parhni chahiyay ..!
sirf half an hour mein kal raat likhi ...!
kabhi jab tanhaai Batein karay tu hee likh sakta hai na insan :)
Thanx wasi !
Comment
-
Re: yeh aur baat
I was feeling lil low today.. so me yahan aa gai... aap ki shairy humesha hi aik acchi feeling deti hai hume... thanx gul baai.. aap PG family ka hissa hai..
@ topic... bauaht hi khoob ashaar hai... behad anokhe... MashAllah...
khush rahein... :rose
wasalam..
Comment
-
Re: yeh aur baat
and the most important thing... ke is nazam mein "ummid" hai.... hope... hume woh nazmein or ashar acche nahi lagte jo bus mayoosi per base ho... is namaz mein chahe jaane ki khawahish ke saath, ummid bhi nazar aati hai... you are simply great huma baaji... khush rahein... :rose
Comment
-
Re: yeh aur baat
yeh aur baat k gehna gya hai wo rishta
yeh aur baat gumaan ki tarang baqi hai
wow sis.....out standing...
aur wasi ki baat se ittefaq kroon ge...me ne b kyi baar parrha hai issay
har baar ek nyi chashni k sath:)
gonna b my fav.....:roseشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: yeh aur baat
Originally posted by ummid View PostI was feeling lil low today.. so me yahan aa gai... aap ki shairy humesha hi aik acchi feeling deti hai hume... thanx gul baai.. aap PG family ka hissa hai..
@ topic... bauaht hi khoob ashaar hai... behad anokhe... MashAllah...
khush rahein... :rose
wasalam..Originally posted by ummid View Postand the most important thing... ke is nazam mein "ummid" hai.... hope... hume woh nazmein or ashar acche nahi lagte jo bus mayoosi per base ho... is namaz mein chahe jaane ki khawahish ke saath, ummid bhi nazar aati hai... you are simply great huma baaji... khush rahein... :rose
Har Mushkil mein khoaf hai
Khoaf mein kabhi kabhi mayoosi b hoti hai
magar Har Positive Khoaf k sath aik HOPE hai ..
and yehi mera peghaam hai ! inshaAllah
Khush rahein dear!teddy
Comment
-
Re: yeh aur baat
Originally posted by saraah View Postyeh aur baat k gehna gya hai wo rishta
yeh aur baat gumaan ki tarang baqi hai
wow sis.....out standing...
aur wasi ki baat se ittefaq kroon ge...me ne b kyi baar parrha hai issay
har baar ek nyi chashni k sath:)
gonna b my fav.....:rose
Aap k alfaz meray liya Buhat Value rakhtay hein
Khush rahiyay!teddy
Originally posted by J.KHAN View Postkya 30 maint main likhi hai:mm:...
Gul ji hum to sari zindagi Asi nahi likh sakte.........
jii Bahoot bahoot khubsoorat likhi hai aap ne
yeh poem bey-shak 30 minutes hee mein likhi ...
magar kafi dinoN baad
Sab likh saktay hein ..yeh mera dawaa hai ..
Agar Koshish karay aap b kijay ..aur Qalam ka haqq nibahhiyay !:thmbup:
Originally posted by *Hala* View Postbuht hai khubsurat lekha hia .. lekhti rahi khush rahein
Jee Koshish hai k Ta dum hasti .....Likhti rahooN :insha::)
Comment
-
Re: yeh aur baat
wow...beautiful ....:clap:...buht piyara likha hai sis.....
Comment
Comment