Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Intazaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Intazaar

    Originally posted by T@nh@ Mus@fir View Post
    Aslam o Alikum,

    pata nahi aapka ID he larki hai ya aap such much bhi larki hain.

    Actullay jub main college main tha tu poetry likhna start ki. uss time meri class ki aik larki bhi poetry kiya karti thi. main hazaar koshish kar k bhi wesa likh nahi paata tha. coz larkiyon ko Allah Tallah ney sachey jazbaat or hasaass tabiyat di hai. wo zindgi k her pehloo ko buhat gehri nazar say dekhti hain

    or aapki iss poem main yea baat saaf nazar aa rahi hai. intazaar ..... per buhat saari poetry parri hai main ney. lakin believe me kabhi aisa khubsurat khiyal read karney ko nahi mila

    buhat he piyara likhti/likhtey hain aap.
    :salam: Pata Nahin app Yahan dobara Aty Bhi Hain Ya Nain. Agar App Kise say Dill Ki Gharaion K Sath Sachi Muhabat Karin to Shayr Khod Ap K Dill Main Nazool Kar Jainn gayy.:rose
    Khosh Rahin.
    :star1:

    Comment


    • #32
      Re: Intazaar

      buhat khoob

      Comment


      • #33
        Re: Intazaar

        Masha Allah....Bahut Pyaari Nazam Hai....... Dil Ko Chulene wali lines hai.......Aisee hi ache ache nazam post kijye

        Comment


        • #34
          Re: Intazaar

          Bohat KHoob
          Keep Sharing....
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment

          Working...
          X