Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Himmat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Himmat

    assalamalikum

    aaj kal mujh pay poetry ka bhoot sawar hoo gia hai :lol

    :D:
    Attached Files
    Last edited by .; 31 March 2006, 00:16.
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Himmat

    bas ik diya jaalao mohabbat ki raah mein
    dekhna roshan sab shamein khud hee mil jaaen gee

    bohat khoob Aanchal ji ...:thmbup: :phool:
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Himmat

      Originally posted by Aanchal
      assalamalikum

      aaj kal mujh pay poetry ka bhoot sawar hoo gia hai :lol

      :D:

      aap jald az jald kisi jin walay baba say rujoo karaiN, yeh bhoot bohot khatarnak hota hai :(, waysay woh khushnasib hotay haiN jin par yeh bhoot khud sawar hojaiy, warna kuch loog zubardasti isay sawar kartay haiN :lol,, aap ki darj-e-bala ghazal maiN radeef to hai, qafia nahee :blush:, aur ghazal maiN qafia he sab say aiham hota hai , aap nazmaiN kehnay ki koshish karaiN, inshaAllah kamiyabi hogi :zuban:, aur shairi ki taraf tawajjah na daiN, yani khud say shairi karnay nay baitha karaiN, :na:, balkay sirf socha karaiN, jaysay jaysay sochti rahaiN gee, khaylat shairana andaz maiN aap kay samnay aatay rhaiN gaiy, yani misrooN ki sorat maiN, maslan koi baRi si baat sirf 5,6 Alfaz main zehen maiN aAjaiy gii. phir osay likh laiN :thmbup:, aik shair bohot choTa sa hai magar bohot say mani rakhta hai, shayad bashir sahab ka hai,,, "maiN oTha kar Ghazal bana donga......lafz jitnay giray paRay hongaiy"
      That's Enough...!!

      Comment

      • #4
        Re: Himmat

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ

        ji ghalatiyan bhi theek kartay jaian gay ahesta ahesta :D ..pehlay likh laian pher
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: Himmat

          Hmmm .. Aanchal ......... me ko kuch kuch :mm: .......
          U ki tabiyat theikh hai :hhh:

          mazaq ek taraf ..... sach mei buhut acha likha hai aakhri 2 shair buhut achey hain ..... :thmbup:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Himmat

            bohat acha likha hai aap ne,
            (ek choti si typing mistake hai, last shehr mein "shamhein")
            dil ki bat ko khoobsurat andaz mein bayan karna hi shairy hai,
            aur yeh kam aap ne khoob kiya hai. Kush raihey.

            Comment

            • #7
              Re: Himmat

              Originally posted by shakeeel
              (ek choti si typing mistake hai, last shehr mein "shamhein")
              .
              ooooops ok theek kar doun gee :D:
              abhi mery pc say sara pechla data urr chuka hai pher say likhna parey gee :tauba
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Himmat

                Originally posted by Sweet & Sour
                Hmmm .. Aanchal ......... me ko kuch kuch :mm: .......
                U ki tabiyat theikh hai :hhh:

                [/COLOR][/SIZE][/FONT][/I]
                :lol main nay soucha pehlay likh laian ghalatiyan bad main theek kartay rehain gay :lol
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Himmat

                  Asslam_O_AlikuM WR WB

                  YA u sab ko kya ho gya hay ... her aik poetry

                  FeaamnAllah
                  Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                  Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                  Comment

                  • #10
                    Re: Himmat

                    bohot khobsorat ghazal hay
                    or agar yeh bhoot hay tu i think iss ko charrha hi rehna chahieye
                    regards
                    uzma

                    Comment

                    • #11
                      Re: Himmat

                      Aik ummdah ghazal kahi hai ............Acha laga paher ker :)

                      Khush rahiyea :)
                      Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                      Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                      Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                      Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                      Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                      Comment

                      • #12
                        Re: Himmat

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        assalamalikum

                        aaj kal mujh pay poetry ka bhoot sawar hoo gia hai :lol

                        :D:
                        :clap:

                        bohot khoob larki :thmbup:

                        tum ney mujhye ye link pehley kyun na di :P

                        khush raho :rose
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        Working...
                        X