Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Main Aur Wo

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Main Aur Wo


    Ye mere pehli nazm hai aaj se almost 3 years pehaly likhi thi share kar rahi hoon yahan...:)

    Main Aur WO Baythay Thay Tanha
    Sahil_e_samander pe
    kar rahay tahy batein kuch khushi ki
    Zindagi ki...
    K achanak
    hath us ka huaa buland fiza mein
    AUr chaand ko dekh kar kaha us nay
    dekho chaand to Tum sa roshan hai...
    Sun k baat us ki muskura dee thi main
    Haan magar aaj..
    jab koi nahin hai pass meray
    aur wo bhi nahin hai saath meray
    Ehsas huaa Us sach ka
    k Tab chaand mujh sa roshan tha
    Aur Ab.....
    Main chaand ki tarha tanha!!!
    sigpic

  • #2
    Re: Main Aur Wo

    Originally posted by Eshaa_wellwisher
    Ye mere pehli nazm hai aaj se almost 3 years pehaly likhi thi share kar rahi hoon yahan...:)

    Main Aur WO Baythay Thay Tanha
    Sahil_e_samander pe
    kar rahay tahy batein kuch khushi ki
    Zindagi ki...
    K achanak
    hath us ka huaa buland fiza mein
    AUr chaand ko dekh kar kaha us nay
    dekho chaand to Tum sa roshan hai...
    Sun k baat us ki muskura dee thi main
    Haan magar aaj..
    jab koi nahin hai pass meray
    aur wo bhi nahin hai saath meray
    Ehsas huaa Us sach ka
    k Tab chaand mujh sa roshan tha
    Aur Ab.....
    Main chaand ki tarha tanha!!!
    Very NIce and wonderfull................................................................................................................

    Comment


    • #3
      Re: Main Aur Wo

      Ehsasaat ka ta'aluq to ander sey hai na, gar kisi ka ehsas zindah rahey to woh qareeb hota hai, chahey kitna hi door kyun na ho :) - aur jab ander hi insaan ka tanha ho jaey to mehfil mein bhi tanhaee mehsoos hoti hai...

      Eshaa bohat achha likha agar yeh pehli thi to hamein mazeed ka intizaar shiddat sey rahey ga - good work should be continued :rose
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Main Aur Wo

        Assalam_O_Alaikum,
        Thank you So Jhumroo and khalil:)
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Main Aur Wo

          Originally posted by Masood
          Ehsasaat ka ta'aluq to ander sey hai na, gar kisi ka ehsas zindah rahey to woh qareeb hota hai, chahey kitna hi door kyun na ho :) - aur jab ander hi insaan ka tanha ho jaey to mehfil mein bhi tanhaee mehsoos hoti hai...

          Eshaa bohat achha likha agar yeh pehli thi to hamein mazeed ka intizaar shiddat sey rahey ga - good work should be continued :rose
          ji bilkul sahi farmaya aap nay k jab ander hee tanha ho jaey to phir bhari mehfil mein bhi tanhaey ka aalam hota hai....aur mann mein ronaq ho to sab rang , sab pal hee aabad aur roshan lagtay hain......
          Pazeeraeey k liey shukriya .....Khush rahieey.....:)
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Main Aur Wo

            U welCome

            Comment


            • #7
              Re: Main Aur Wo

              buhut khoob dear :thmbup:
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Main Aur Wo

                Originally posted by miss magnet
                buhut khoob dear :thmbup:
                Shukriya :phool:
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Main Aur Wo

                  chand ka tazikra aatay he main nay andaza laga lia thaa kay tanhai ka zikr bhi zaror aaiyga.. :blush: , bohot umda nazam hai, aur bohot achay alfaz ka istemal kia hai aap nay. very nice :rose
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Main Aur Wo

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                    chand ka tazikra aatay he main nay andaza laga lia thaa kay tanhai ka zikr bhi zaror aaiyga.. :blush: , bohot umda nazam hai, aur bohot achay alfaz ka istemal kia hai aap nay. very nice :rose
                    shukriya bohat bohat ......ji sahi kaha aap nay k chaand ka muqaddar tanhaeey hai ..us ki khoobsoorti us ki chaandi ko to hum mehsoos kertay hain ..per us ki tanhaeey kamm hee nazar aatee hai
                    thanks Again:phool:
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Main Aur Wo

                      bohat achi nazam likhi hai aap ne. ilfaz ka intekhab bohat khoobsurat hai.


                      Comment


                      • #12
                        Re: Main Aur Wo

                        :thmbup:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: Main Aur Wo

                          Originally posted by shakeeel
                          bohat achi nazam likhi hai aap ne. ilfaz ka intekhab bohat khoobsurat hai.
                          Assalam_o_alaikum
                          pazeeraeey k lieey shukriya:phool:
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: Main Aur Wo

                            Originally posted by Jhumroo
                            wow...bahot Khoob...balki bahot Khoob...

                            k Tab chaand mujh sa roshan tha
                            Aur Ab.....
                            Main chaand ki tarha tanha!!!

                            kitnaa pur-asar ENDING hai...dil ko chhoo kar dil meN hii ghar kar gaii aapkii baat. bajaa farmaayaa...Meena Kumari marHooma ne yehi kaha thaa apnii ek nazm meN:

                            chaand tanhaa hai, aasmaaN tanhaa

                            congratz on a beautiful nazm...
                            :rose
                            Shukriya ...chhoti c koshish ko sarhnay ka:phool:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Main Aur Wo

                              Originally posted by Aanchal
                              :thmbup:
                              :phool:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X