:salam: Yah Nazam Main nay Apnie Aik Rishtay Ki Bhateje Ki Shadi Par Likhe Thee.Jis ko ab Apne Piare Ce Bahna "Bhatkti Rahoo" Jin Ka Hal He Main Nikah Howa Hay Ko Dedicate Karta Hon ALLAH G say Dowa hay k Oun Ko Har Khoshi Say Nawazin.Ameen:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Larkian Musafir
Collapse
X
-
Re: Larkian Musafir
Originally posted by SAZ View Post:salam: Yah Nazam Main nay Apnie Aik Rishtay Ki Bhateje Ki Shadi Par Likhe Thee.Jis ko ab Apne Piare Ce Bahna "Bhatkti Rahoo" Jin Ka Hal He Main Nikah Howa Hay Ko Dedicate Karta Hon ALLAH G say Dowa hay k Oun Ko Har Khoshi Say Nawazin.Ameen:rose
buhut buhut shukriya bhaijaan ....yeh humein miley gifts main sey aik anmol tuhfa hai jisey hum humesha apney paas rakhein gey...teddy
waisey nazam buhut achii or SACHII hai...buhut acha likha hai ap ney...
Allah ap ko humesha rakhey...:rose.......................!!!!!
Comment
-
Re: Larkian Musafir
Originally posted by bhataktii rooh View PostSuma Ameen:dua
buhut buhut shukriya bhaijaan ....yeh humein miley gifts main sey aik anmol tuhfa hai jisey hum humesha apney paas rakhein gey...teddy
waisey nazam buhut achii or SACHII hai...buhut acha likha hai ap ney...
Allah ap ko humesha rakhey...:rose:star1:
Comment
-
Re: Larkian Musafir
Originally posted by SAZ View Post:salam: Shokriah Bahna Shokar hay App Nay Daykh Lii Warn lagta tha K App KahinYah he Naa Sochin K Acha Bhaie Hay Zara sa wada Bhi pora Na kar saka:D
hum sirf bhaiyoon ko pyaar ,duain or apnii zindagii dena jantey hain lena nahiin...:rose.......................!!!!!
Comment
-
Re: Larkian Musafir
Assalaam-O-Alaikum Saz
Bohat hi khobsurat andaaz-e-tehreer hay aap ka, waqayi laRkiyon ka rishta bohat hi alag saa hota hay, tamam umar humaray saath reh kar jab aik behan apnay ghar ko rukhsat hoti hay tou aisa hi mehsoos hota hay jaisa aap nay bayan kia hay kay saari umar humari saath rahi, humaray dukh sukh main shareek rahi, kabhi bhai ka pyar paya, kabhi ammi ki daant, kabhi abbu ki daant kabhi pyar, mehaz har ek rishtay itnay saaloon saath nibha kar kisi musafir ki tarah aik nayay ghar main aik nayay mahool main apnay aap ko adjust karnay chal paRi....
Kitna mushkil hota hoga yeh safar uss laRki kay liye....... aisay main shohar ko bharpoor saath daina chayeh taakay laRki ko kabhi ehsaas hi na hosakay kay woh aik nayay mahool main aayi hay...... issi liye tou jab behnain rukhsat hoti hain tou Behan Bhai/waldain ALLAH SWT kay huzoor SAJDA RAIZ hokar yeh dua kartay hain kay "Aiy ALLAH SWT, humari bachi ko khush rakhna"
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
Comment