Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Larkian Musafir

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Larkian Musafir

    :salam: Yah Nazam Main nay Apnie Aik Rishtay Ki Bhateje Ki Shadi Par Likhe Thee.Jis ko ab Apne Piare Ce Bahna "Bhatkti Rahoo" Jin Ka Hal He Main Nikah Howa Hay Ko Dedicate Karta Hon ALLAH G say Dowa hay k Oun Ko Har Khoshi Say Nawazin.Ameen:rose
    Attached Files
    Last edited by S.Athar; 25 January 2010, 19:24.
    :star1:

  • #2
    Re: Larkian Musafir

    khoobsurat poetry or kaam hai :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: Larkian Musafir

      Wah G Wah!
      Bohat Achhay!
      :oldie:
      S T I L L W A I T I N G
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Larkian Musafir

        BEAUTIFULLLLLLLLLLLLLLLLLL:bou:

        Comment


        • #5
          Re: Larkian Musafir

          true... buht khubsurat lekha hai... khush rahien
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment


          • #6
            Re: Larkian Musafir

            Khoobsoorat Magar Odass haqeeqat !!

            Comment


            • #7
              Re: Larkian Musafir

              bohat achi nazam share ki apne bro. Designing bohat achi hai lekn poetry ne udas kr dia ;)


              Comment


              • #8
                Re: Larkian Musafir

                Originally posted by Gul View Post
                Khoobsoorat Magar Odass haqeeqat !!
                Talkh Haqeqat Ka Saman Laykin Khobsorat Payraiy Main.:rose
                :star1:

                Comment


                • #9
                  Re: Larkian Musafir

                  aww buht shweet si poetry n designing:phool:
                  larkian musafir:(

                  Comment


                  • #10
                    Re: Larkian Musafir

                    Originally posted by SAZ View Post
                    :salam: Yah Nazam Main nay Apnie Aik Rishtay Ki Bhateje Ki Shadi Par Likhe Thee.Jis ko ab Apne Piare Ce Bahna "Bhatkti Rahoo" Jin Ka Hal He Main Nikah Howa Hay Ko Dedicate Karta Hon ALLAH G say Dowa hay k Oun Ko Har Khoshi Say Nawazin.Ameen:rose
                    Suma Ameen:dua
                    buhut buhut shukriya bhaijaan ....yeh humein miley gifts main sey aik anmol tuhfa hai jisey hum humesha apney paas rakhein gey...teddy

                    waisey nazam buhut achii or SACHII hai...buhut acha likha hai ap ney...
                    Allah ap ko humesha rakhey...:rose
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Larkian Musafir

                      achi poetry hai............... aur keep sharing up..................
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Larkian Musafir

                        Originally posted by bhataktii rooh View Post
                        Suma Ameen:dua
                        buhut buhut shukriya bhaijaan ....yeh humein miley gifts main sey aik anmol tuhfa hai jisey hum humesha apney paas rakhein gey...teddy

                        waisey nazam buhut achii or SACHII hai...buhut acha likha hai ap ney...
                        Allah ap ko humesha rakhey...:rose
                        :salam: Shokriah Bahna Shokar hay App Nay Daykh Lii Warn lagta tha K App KahinYah he Naa Sochin K Acha Bhaie Hay Zara sa wada Bhi pora Na kar saka:D
                        :star1:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Larkian Musafir

                          Originally posted by safia View Post
                          achi poetry hai............... aur keep sharing up..................
                          :salam: Pasand karnay Ka Shokriah Miss
                          :star1:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Larkian Musafir

                            Originally posted by SAZ View Post
                            :salam: Shokriah Bahna Shokar hay App Nay Daykh Lii Warn lagta tha K App KahinYah he Naa Sochin K Acha Bhaie Hay Zara sa wada Bhi pora Na kar saka:D
                            bhaijaan ...hum wo behan nahii jo bhaiyoon ko wadey poorey karney ya qasmein khaaney par majboor karein...

                            hum sirf bhaiyoon ko pyaar ,duain or apnii zindagii dena jantey hain lena nahiin...:rose
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Larkian Musafir

                              Assalaam-O-Alaikum Saz

                              Bohat hi khobsurat andaaz-e-tehreer hay aap ka, waqayi laRkiyon ka rishta bohat hi alag saa hota hay, tamam umar humaray saath reh kar jab aik behan apnay ghar ko rukhsat hoti hay tou aisa hi mehsoos hota hay jaisa aap nay bayan kia hay kay saari umar humari saath rahi, humaray dukh sukh main shareek rahi, kabhi bhai ka pyar paya, kabhi ammi ki daant, kabhi abbu ki daant kabhi pyar, mehaz har ek rishtay itnay saaloon saath nibha kar kisi musafir ki tarah aik nayay ghar main aik nayay mahool main apnay aap ko adjust karnay chal paRi....

                              Kitna mushkil hota hoga yeh safar uss laRki kay liye....... aisay main shohar ko bharpoor saath daina chayeh taakay laRki ko kabhi ehsaas hi na hosakay kay woh aik nayay mahool main aayi hay...... issi liye tou jab behnain rukhsat hoti hain tou Behan Bhai/waldain ALLAH SWT kay huzoor SAJDA RAIZ hokar yeh dua kartay hain kay "Aiy ALLAH SWT, humari bachi ko khush rakhna"

                              May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                              Fi Amaan ALLAH
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X