aik purani aur na mukammal nazm aap k liye hazir hey.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Itna bata day!
Collapse
X
-
Re: Itna bata day!
Muskan ji is waqt yeh nazm read karna mujhay bouhat acha lag raha hay...kiya andaz-e-bayaan hay aap ka aur kitni gehrai hay soch main :masha bouhat daad qubool kijiye..Insha Allah jab mukammal likhain gi tab mazeed parhun gi..:):roseENIGMA:rose
-
Re: Itna bata day!
Originally posted by hayaa_nMuskan ji is waqt yeh nazm read karna mujhay bouhat acha lag raha hay...kiya andaz-e-bayaan hay aap ka aur kitni gehrai hay soch main :masha bouhat daad qubool kijiye..Insha Allah jab mukammal likhain gi tab mazeed parhun gi..:)
Hayya ji izzat afzaai ka shukriya mugar meray sath aik maslah hey na! likhnay ko boht kuch hota hey kabhi alfaz nhi miltay to kabhi housla nhi hota aur jahan bardasht jwab de jati hey wahan meri bass ho jati hey, yeh nazm shayed kabhi mukammal nhi ho paye gi kiyun k jis waqt jin halaat mein yeh likhi gai thi uss trance mein jana ab mumkin nhi hey aap samjh rhi hon gi k mein kia kehna chah rahi hoon,iss liye aap se ma'azrat chahti hoon:embarasse
Comment
-
Re: Itna bata day!
Originally posted by MuskanHayya ji izzat afzaai ka shukriya mugar meray sath aik maslah hey na! likhnay ko boht kuch hota hey kabhi alfaz nhi miltay to kabhi housla nhi hota aur jahan bardasht jwab de jati hey wahan meri bass ho jati hey, yeh nazm shayed kabhi mukammal nhi ho paye gi kiyun k jis waqt jin halaat mein yeh likhi gai thi uss trance mein jana ab mumkin nhi hey aap samjh rhi hon gi k mein kia kehna chah rahi hoon,iss liye aap se ma'azrat chahti hoon:embarasse:roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Itna bata day!
Originally posted by hayaa_nJi Muskan ji samajh rahi hun...sach to yahi hay k ham woh kabhi likh hi nahi saktay jo k mehsoos kar rahay hotay hain.likhtay waqt bhi kuch % hi likha jaata hay baqi feelings kahin ander hi ghut kay reh jaati hain jin ko alfaaz ka roop nahi diya ja sakta.main nay woh bhi read kiya hay jo k aap nay likha hay aur woh bhi read kiya hay jo k aap nahi likh saki hain..:)
Comment
-
Re: Itna bata day!
Originally posted by Muskanshukriya Hayya ji :rose itnay mushkil mushkil kaam kerti hein aap!:salam: , warna insan aik aisi kitab hey jis ko parhna shayed boht hi aasan lekin samjhna boht hi mushkil hey. Aap to boht hi masshaaq qari nikleen jinhon ne kitab k sar e warq se hi uss k ander k safhaat tak jhank liya hey, :masha , boht khushi hui aap se mil ker.:):phool::roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Itna bata day!
Asslam-o-ALikum WR WB
Muskan ji ! aap ka mayaar ka jawab nahi hay Mashalllah Allah pak nay aap ko us huner sey nawaza hay jis ki main tamna karta hu .....
aap ki sirf ya hi nahi ... balky aik aik nazam aur ghazal tareef kay laayk hay .... isi liya main aap ka FAN hu ....... bass guzarsih hay isi trha umda likhti raha kary kuo kay mujhy achi lagti hay aap ki shiri ...
Allah aap ko khush rakhy
FeaamnAllahMeri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga
Comment
Comment