Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Itna bata day!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Itna bata day!

    aik purani aur na mukammal nazm aap k liye hazir hey.
    Attached Files

  • #2
    Re: Itna bata day!

    Muskan ji is waqt yeh nazm read karna mujhay bouhat acha lag raha hay...kiya andaz-e-bayaan hay aap ka aur kitni gehrai hay soch main :masha bouhat daad qubool kijiye..Insha Allah jab mukammal likhain gi tab mazeed parhun gi..:)
    :roseENIGMA:rose

    Comment

    • #3
      Re: Itna bata day!

      Originally posted by hayaa_n

      Hayya ji izzat afzaai ka shukriya mugar meray sath aik maslah hey na! likhnay ko boht kuch hota hey kabhi alfaz nhi miltay to kabhi housla nhi hota aur jahan bardasht jwab de jati hey wahan meri bass ho jati hey, yeh nazm shayed kabhi mukammal nhi ho paye gi kiyun k jis waqt jin halaat mein yeh likhi gai thi uss trance mein jana ab mumkin nhi hey aap samjh rhi hon gi k mein kia kehna chah rahi hoon,iss liye aap se ma'azrat chahti hoon:embarasse

      Comment

      • #4
        Re: Itna bata day!

        Originally posted by Muskan

        Ji Muskan ji samajh rahi hun...sach to yahi hay k ham woh kabhi likh hi nahi saktay jo k mehsoos kar rahay hotay hain.likhtay waqt bhi kuch % hi likha jaata hay baqi feelings kahin ander hi ghut kay reh jaati hain jin ko alfaaz ka roop nahi diya ja sakta.main nay woh bhi read kiya hay jo k aap nay likha hay aur woh bhi read kiya hay jo k aap nahi likh saki hain..:)
        :roseENIGMA:rose

        Comment

        • #5

          shukriya Hayya ji :rose itnay mushkil mushkil kaam kerti hein aap!:salam: , warna insan aik aisi kitab hey jis ko parhna shayed boht hi aasan lekin samjhna boht hi mushkil hey. Aap to boht hi masshaaq qari nikleen jinhon ne kitab k sar e warq se hi uss k ander k safhaat tak jhank liya hey, :masha , boht khushi hui aap se mil ker.:):phool:

          Comment

          • #6

            Muskan ji baaz martaba khamosh lafz bhi itna kuch boltay hain k lagta hay an-kahi batain dil main utar gai hain bas yahi huwa hay aur kuch bhi nahi...aap nay Numm aankhon say likha hoga aur main nay namm aankhon say parha hay to bhala kis tarha na samajhti?yeh mushkil amr to na tha..aap mujhay bouhat azeez ho gai hain..:rose :)
            :roseENIGMA:rose

            Comment

            • #7
              Re: Itna bata day!

              Asslam-o-ALikum WR WB

              Muskan ji ! aap ka mayaar ka jawab nahi hay Mashalllah Allah pak nay aap ko us huner sey nawaza hay jis ki main tamna karta hu .....

              aap ki sirf ya hi nahi ... balky aik aik nazam aur ghazal tareef kay laayk hay .... isi liya main aap ka FAN hu ....... bass guzarsih hay isi trha umda likhti raha kary kuo kay mujhy achi lagti hay aap ki shiri ...

              Allah aap ko khush rakhy

              FeaamnAllah
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

              Comment

              • #8
                Re: Itna bata day!

                muskan ge waka he app ka hatho ma jadu ha app agar kush be lekhay to mujay omeed ha ka app us ma be jan dal da gee
                bahot acha lekha ha app na Allah ge app ko aur zayada lekhna ke takit atta kara(ameen)
                sigpic

                Comment

                Working...
                X