Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabhi Badnam Na ho Gaye

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

    Originally posted by maha17 View Post
    very goos potery mr Ali
    and good work jawab nahi Likhtey Rarey ...............:phool:
    Very Bad Kehain Un Ki Isss Harkat Per372-shed

    Ker To Rehain Hain Ali Jee Reply , Or Kiss Terha Kerain....hehe

    Comment


    • #47
      Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

      Originally posted by maha17 View Post


      app jase lugon key liyai ase he Language sahi hi jo post ko badnam karte hi Ali bhai tu shareeb insan hi me hote tu:hathora
      Ali Jee Abhi Bhi Aap Baaz Aa Jaein.....

      Kamaz Kam Pegham Khawateen or Khasoosan Female Moderators Se To Tameeeez k Daire Me Reh Ker Baat Kia Kerain....

      Comment


      • #48
        Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

        Originally posted by maha17 View Post
        [/font]

        dede Gul Allha app wohe pechaan wali ho na Gul
        dede pechaan q chor diya ... wohan sub app ko miss karte hi
        app kai kids kasy hi ?
        pechaan ki tu app jan thi phir pechaan dede ku chora ?
        Ali Jee , Jese Aap Khud Ho Wese He Sab Nazar Aatey Hain Aap ko.:hathora

        Khud Kaeee Pergham Per Kai IDs Banaee Hue Hain....or.....Un Se Reply Ker k Apne Gunnah Ki Jhoooti Safaee De Rehe Hain....

        Pata Bhi Hai Choori Ki Saza Kia Hai ???

        Chooori Ki Saza Hai Choooor k Haath Kaat Deye Jaein
        372-shed

        Dua Dain Pegham.com ko Jo Abhi Tak Isss Rule ko ADD Nahi Kia....372-shed

        Nahi to........Aaaahoooooo
        :fuming:


        or.....

        Bareeeee Karam Apne Ghar Ki Batain Apne Ghar Me He Kia Kerain Plzzzzzzzzz372-shed

        Gharelooo Mashail Yahan Discuss Kerna Mana hai
        372-shed , Pata Nahi Kahan Se Aaa Jatey Hain Mooo Utha Ker

        Or ab Jaldi See Maan Jaoo k TUM NE CHOORI KI HAI....

        Comment


        • #49
          Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

          banda waqeyi bara fankar hai bhai...... wo to mein ne ab is ki "poetry" check karna shuru ki hai,
          agar hum apni in salahiaton ko kisi posetive soch ke sath istemal kartey to hum bohat taraqqi kar chukey hotey.


          Comment


          • #50
            Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

            Originally posted by shakeeel View Post
            banda waqeyi bara fankar hai bhai...... wo to mein ne ab is ki "poetry" check karna shuru ki hai,
            agar hum apni in salahiaton ko kisi posetive soch ke sath istemal kartey to hum bohat taraqqi kar chukey hotey.
            Fankar Bhi hain or Ghattiya Tareen Category Me Fall Bhi Kerta Hai372-shed

            Khawateen Ki Izzat to Door Ki Baat un Se Tameez k Lehje Me Baat Kerna He Nahi aati Inhain....Shaid Ghar Me Bhi Essi He Baat kerte Hon Gain Ali Jee...

            Zara Name To Dekhain Mosoof Ka "Ali Jee" ...... Kamaz Kam Apne Name Ki He Laaj Rekh Li Hoti372-shed

            Comment


            • #51
              Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

              Ali aur comon aap dono key likhney ka andaaz hi aik nahin balkeh aap dono aur Pretty Doll ka IP Address bhi aik hai. Iskey elawa Maha ka IP address bhi sirf aik aakhri digit ki nisbat sey different hai.

              Aap key paas jaisa keh Wasi ney kaha keh agar us Roznamey ki tareekh aur naam mojood hai jis mein yeh nazam aap ney shaya karwaii thi to uska naam btaya, baqi ki tafteesh Wasi khud kar lein gey.

              Main ney yeh nazam Net per kisi aur (Qadir Shah) key naam sey parhi hai. Main aap ko us waqt tak Pegham per mazeed apney naam sey shairana postings karney sey ban karta hoon jab tak aap wazahat pesh nahin kar detey.

              Kisi key kaam sey khud daad lena na sirf mayoob harkat hai balkeh yeh chori hai aur chori ki saza aap jaantey hi hain :)


              Originally posted by comon View Post
              wasi sahab aLI Apney app me Atna acha Desiner hi us ko app ka Frame Chore ki Kiya zarorat betasha Site par is kai image bhakrey hoai hi
              jo ak zinda Mesal hi ....:lpop:
              asa lagraha hi ehan us key Khelaf Sazish horahi hi
              Ali bro buhat Achi poem hi app ki
              wasi app koi Atney Mahan SHAIR nahy ho or na us kai work ka ak hasa bhi app karsakte ho phar choka ho app ki poetry
              me ne aksir mehsos Kiyaa hi app waki charba Tayar Karte hi thora sa badlo kar key nazam ghazal sharing karde so sad ...

              jub key Ali Shab ki har nazam ghazal alag he hote hi poetry ka indaz apni mesal hota hi ...... Aai NAZAM me Bhi pharchoka ho Akhbar me Date sahi yad nahi poet by Ali karachi ........ bekar ki post barbad na karo :lahoul Aye mashwara hi wasi bro or dosre sazshi members ko
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment


              • #52
                Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                Ok mein ready hooN bas date aur news paper ka name bata den
                baqi mein khud he dekh loonga
                sigpic

                Comment

                Working...
                X