Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabhi Badnam Na ho Gaye

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

    Originally posted by shakeeel View Post
    kya waqai yeh aap ki apni poetry hai......?

    kayunkey yeh nazam meri nazar se guzar chuki hai.........aur mujh ko yaqeen hai k wahan par aap ne post nahin ki..... jahan is ko mein ne parha hai.

    aap kisi bhi jagah se poetry copy kar ke us par apna naam likh kar daad wasool kartey hain to aap ko kuch feel nahin hota k yeh kuch ghalat hai?
    :mm:
    Ali Jee kia apke pass Shakeeel bhai ke baaton ka jawab hai ?

    Comment

    • #17
      Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

      Originally posted by shakeeel View Post
      kya waqai yeh aap ki apni poetry hai......?

      kayunkey yeh nazam meri nazar se guzar chuki hai.........aur mujh ko yaqeen hai k wahan par aap ne post nahin ki..... jahan is ko mein ne parha hai.

      aap kisi bhi jagah se poetry copy kar ke us par apna naam likh kar daad wasool kartey hain to aap ko kuch feel nahin hota k yeh kuch ghalat hai?
      Ye poetry mujhe bhi ek dost ne sms ki thi aur mene ek jagah Hindi mein bhi dekhi hai
      And Ali sahib plz apne signature se mera chori kiya hua frame hata k apna bana k laga lijiye
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

        shakeel n wasi r absolutely right.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #19
          Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

          Originally posted by Gul View Post
          Shakeel bhai ki baat ...Ghor k qabil hai !!
          mare chand zara soch samjh kar bola karo aye nazam mare he likhe hi no 2 sun 2002 me aye nazam news paper me bhi shaya ho choki hi or app jasai kase dost nai ager apnai name sey shaya karwali ho tu alag baat hi
          nex time Shakeel sahab zara soch samjh kar baat karna app mujhy jantai he katna ho or mod ho tu as ka aye matlab nahi jo dil chaye boloo .ok
          zara karachi aao or wohan mara adabi halka dekho .........

          Comment

          • #20
            Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

            Originally posted by WASI ANJUM View Post
            Ye poetry mujhe bhi ek dost ne sms ki thi aur mene ek jagah Hindi mein bhi dekhi hai
            Originally posted by WASI ANJUM View Post
            And Ali sahib plz apne signature se mera chori kiya hua frame hata k apna bana k laga lijiye
            mr wasi jas nai bhi ki ho sms mare he hi poetry
            as sey phlai bhi lug ehan badnam karnai ki kosish karchokai hi or moon ki kahe hi 372-haha as bar bhi try karo ......
            shukar hi khool kar samnai tu aye lug .....
            mr wasi farme aye mera tayar kardha nahi hi na aye image me nai bunya hi chand mere har post par ali je hota hi aye
            ak site par tha as ki poetry achi lage tu as ko lod karliya ..... warna me janta hon app ki apni desigend katni hi .......
            Last edited by Ali jee; 2 November 2008, 18:20.

            Comment

            • #21
              Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

              Originally posted by WASI ANJUM View Post
              Ye poetry mujhe bhi ek dost ne sms ki thi aur mene ek jagah Hindi mein bhi dekhi hai
              And Ali sahib plz apne signature se mera chori kiya hua frame hata k apna bana k laga lijiye
              wasi bhai Aye nazam me ney bhi phare hi or Ali sahab key name sey phare
              Ali bhai right hi 372-shed
              very sham full app lug achi nazmon ki husla afzee key bajai bhtaan baze karte hi app ki tamam nazmon ghazlin charba hote hi jas ko app badal kar
              apne name sey daltey hi me kam bolte hon 372-shed

              Comment

              • #22
                Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                Originally posted by Pretty_doll View Post

                Dekhiye miss aap meri ek bhi Nazam ya Gazal ya shair bata kar sabit karen k woh mene kahen se chori kiya hai ya charba hai mein poetry likhna he chhor donga
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                  Originally posted by Ali jee View Post
                  mr wasi jas nai bhi ki ho sms mare he hi poetry
                  as sey phlai bhi lug ehan badnam karnai ki kosish karchokai hi or moon ki kahe hi 372-haha as bar bhi try karo ......
                  shukar hi khool kar samnai tu aye lug .....
                  mr wasi farme aye mera tayar kardha nahi hi na aye image me nai bunya hi chand mere har post par ali je hota hi aye
                  ak site par tha as ki poetry achi lage tu as ko lod karliya ..... warna me janta hon app ki apni desigend katni hi .......
                  Mein aap se ziad behas nahi karna chahta
                  Meri sab design ki PSD files mere paas hain aap koi ek bata den
                  jo mene kahen se chori ki ho mein us ki psd file send kar k bata donga
                  k ye kis ki hai
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                    Originally posted by WASI ANJUM View Post
                    Mein aap se ziad behas nahi karna chahta
                    Originally posted by WASI ANJUM View Post
                    Meri sab design ki PSD files mere paas hain aap koi ek bata den
                    jo mene kahen se chori ki ho mein us ki psd file send kar k bata donga
                    k ye kis ki hai

                    wasi sahab aLI Apney app me Atna acha Desiner hi us ko app ka Frame Chore ki Kiya zarorat betasha Site par is kai image bhakrey hoai hi
                    jo ak zinda Mesal hi ....:lpop:
                    asa lagraha hi ehan us key Khelaf Sazish horahi hi
                    Ali bro buhat Achi poem hi app ki
                    wasi app koi Atney Mahan SHAIR nahy ho or na us kai work ka ak hasa bhi app karsakte ho phar choka ho app ki poetry
                    me ne aksir mehsos Kiyaa hi app waki charba Tayar Karte hi thora sa badlo kar key nazam ghazal sharing karde so sad ...
                    jub key Ali Shab ki har nazam ghazal alag he hote hi poetry ka indaz apni mesal hota hi ...... Aai NAZAM me Bhi pharchoka ho Akhbar me Date sahi yad nahi poet by Ali karachi ........ bekar ki post barbad na karo :lahoul Aye mashwara hi wasi bro or dosre sazshi members ko

                    Comment

                    • #25
                      Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                      Originally posted by Ali jee View Post
                      mare chand zara soch samjh kar bola karo aye nazam mare he likhe hi no 2 sun 2002 me aye nazam news paper me bhi shaya ho choki hi or app jasai kase dost nai ager apnai name sey shaya karwali ho tu alag baat hi
                      nex time Shakeel sahab zara soch samjh kar baat karna app mujhy jantai he katna ho or mod ho tu as ka aye matlab nahi jo dil chaye boloo .ok
                      zara karachi aao or wohan mara adabi halka dekho .........
                      Originally posted by comon View Post

                      wasi sahab aLI Apney app me Atna acha Desiner hi us ko app ka Frame Chore ki Kiya zarorat betasha Site par is kai image bhakrey hoai hi
                      jo ak zinda Mesal hi ....:lpop:
                      asa lagraha hi ehan us key Khelaf Sazish horahi hi
                      Ali bro buhat Achi poem hi app ki
                      wasi app koi Atney Mahan SHAIR nahy ho or na us kai work ka ak hasa bhi app karsakte ho phar choka ho app ki poetry
                      me ne aksir mehsos Kiyaa hi app waki charba Tayar Karte hi thora sa badlo kar key nazam ghazal sharing karde so sad ...
                      jub key Ali Shab ki har nazam ghazal alag he hote hi poetry ka indaz apni mesal hota hi ...... Aai NAZAM me Bhi pharchoka ho Akhbar me Date sahi yad nahi poet by Ali karachi ........ bekar ki post barbad na karo :lahoul Aye mashwara hi wasi bro or dosre sazshi members ko

                      Aap donON ka style kitnaaaaaaaaaaaaa milta julta hai na :D:
                      LOVELY LOVELY kahin aap twin brothers tu nahi 372-shock

                      Comment

                      • #26
                        Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                        Originally posted by Ali jee View Post
                        mr wasi jas nai bhi ki ho sms mare he hi poetry
                        as sey phlai bhi lug ehan badnam karnai ki kosish karchokai hi or moon ki kahe hi 372-haha as bar bhi try karo ......
                        shukar hi khool kar samnai tu aye lug .....
                        mr wasi farme aye mera tayar kardha nahi hi na aye image me nai bunya hi chand mere har post par ali je hota hi aye
                        ak site par tha as ki poetry achi lage tu as ko lod karliya ..... warna me janta hon app ki apni desigend katni hi .......
                        ::) :) :) :)

                        I dont like this hansi wala ...Emote magar ab yeh use karna parR raha hai aap k itnay Khoobsoorat reply per :(

                        372-haha 372-haha372-haha 372-haha372-haha372-haha 372-haha372-haha372-haha

                        Comment

                        • #27
                          Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                          Originally posted by Pretty_doll View Post
                          wasi bhai Aye nazam me ney bhi phare hi or Ali sahab key name sey phare
                          Ali bhai right hi 372-shed
                          very sham full app lug achi nazmon ki husla afzee key bajai bhtaan baze karte hi app ki tamam nazmon ghazlin charba hote hi jas ko app badal kar
                          apne name sey daltey hi me kam bolte hon 372-shed
                          Originally posted by comon View Post

                          wasi sahab aLI Apney app me Atna acha Desiner hi us ko app ka Frame Chore ki Kiya zarorat betasha Site par is kai image bhakrey hoai hi
                          jo ak zinda Mesal hi ....:lpop:
                          asa lagraha hi ehan us key Khelaf Sazish horahi hi
                          Ali bro buhat Achi poem hi app ki
                          wasi app koi Atney Mahan SHAIR nahy ho or na us kai work ka ak hasa bhi app karsakte ho phar choka ho app ki poetry
                          me ne aksir mehsos Kiyaa hi app waki charba Tayar Karte hi thora sa badlo kar key nazam ghazal sharing karde so sad ...
                          jub key Ali Shab ki har nazam ghazal alag he hote hi poetry ka indaz apni mesal hota hi ...... Aai NAZAM me Bhi pharchoka ho Akhbar me Date sahi yad nahi poet by Ali karachi ........ bekar ki post barbad na karo :lahoul Aye mashwara hi wasi bro or dosre sazshi members ko
                          Aap K bhi Twin Khiyalaat hein :khi::khi::khi:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                            Originally posted by Ali jee View Post
                            nex time Shakeel sahab zara soch samjh kar baat karna app mujhy jantai he katna ho or mod ho tu as ka aye matlab nahi jo dil chaye boloo .ok
                            zara karachi aao or wohan mara adabi halka dekho .........
                            is ko kehtey hain ek to chori ooper se seena zori. oh bhai aap mein ehsaas naam ki kio cheez hai. ikhlaq ki kammi to aap ke har reply se zahir ho hi rahi hai. insaan jab kuch ghalat karta hai na to us ko us ka zameer malamat karta hai. lekin is ke liye us ehsaas ka hona zaroori hai, jis ka mein ne zikr kiya hai. aap ne ek se zayada id bana rakhi hain aur apni hat dharmi sabit karney k liye un id's se bhi kaam le rahey hain. aap ko to sharminda hona chahiye apni in harkton par ( jin ki wajah se aap aur bhi kai forums se nikaley ja chukay hain)

                            Comment

                            • #29
                              Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                              Originally posted by comon View Post
                              wasi sahab aLI Apney app me Atna acha Desiner hi us ko app ka Frame Chore ki Kiya zarorat betasha Site par is kai image bhakrey hoai hi
                              jo ak zinda Mesal hi ....:lpop:
                              asa lagraha hi ehan us key Khelaf Sazish horahi hi
                              Ali bro buhat Achi poem hi app ki
                              wasi app koi Atney Mahan SHAIR nahy ho or na us kai work ka ak hasa bhi app karsakte ho phar choka ho app ki poetry
                              me ne aksir mehsos Kiyaa hi app waki charba Tayar Karte hi thora sa badlo kar key nazam ghazal sharing karde so sad ...

                              jub key Ali Shab ki har nazam ghazal alag he hote hi poetry ka indaz apni mesal hota hi ...... Aai NAZAM me Bhi pharchoka ho Akhbar me Date sahi yad nahi poet by Ali karachi ........ bekar ki post barbad na karo :lahoul Aye mashwara hi wasi bro or dosre sazshi members ko
                              Ali sahib ID badal badal kar rply karne ki koi zaroorat nahi aap chahiye comon ban kar aayen ya special
                              apni harkatoon se sab aap ko pehchan lenge:D:
                              Last edited by WASI ANJUM; 3 November 2008, 11:21.
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Kabhi Badnam Na ho Gaye

                                Originally posted by shakeeel View Post
                                is ko kehtey hain ek to chori ooper se seena zori. oh bhai aap mein ehsaas naam ki kio cheez hai. ikhlaq ki kammi to aap ke har reply se zahir ho hi rahi hai. insaan jab kuch ghalat karta hai na to us ko us ka zameer malamat karta hai. lekin is ke liye us ehsaas ka hona zaroori hai, jis ka mein ne zikr kiya hai. aap ne ek se zayada id bana rakhi hain aur apni hat dharmi sabit karney k liye un id's se bhi kaam le rahey hain. aap ko to sharminda hona chahiye apni in harkton par ( jin ki wajah se aap aur bhi kai forums se nikaley ja chukay hain)
                                :thmbup:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X