Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bikhray huye lafz ....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bikhray huye lafz ....

    Muskan aap ki aik aur Umdah nazm parhne ko mili bohat zabrdast hay.....kamal ka likha hay keep writing :)
    Allah

    Comment


    • #17
      Re: Bikhray huye lafz ....

      bikhray lafzon ko smaitnay ki justaju hey
      mahnon se manoos honay ki arzu hey
      mugar ab to yeh aalam hey
      sochain bhi ajnbi hein



      Bohat accha likha pp nay Muskan sis:)

      Comment


      • #18
        Re: Bikhray huye lafz ....

        Rabi sis aap ka boht shukriya k aap ko mujh na cheez ki yeh koshish pasand aai.

        Comment


        • #19
          Re: Bikhray huye lafz ....

          bahot khoob ji,:masha ,bahot khoobsurat andaz main likhti hain aap,
          bahot khush rahiye aor likhti rahiye.

          Comment


          • #20
            Re: Bikhray huye lafz ....

            Zain sub se pehlay aap ko PEGHAM per :welcome: kehti hoon.


            Aap ko nazm pasand aai, aap ka behadd o hisaab shukriya.:rose :rose :rose

            Comment


            • #21
              Re: Bikhray huye lafz ....

              wha .....
              kaya ma pooch sakta hoon ka app koi ketab be likh rahi haan ka nahi...?
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Bikhray huye lafz ....

                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                wha .....
                kaya ma pooch sakta hoon ka app koi ketab be likh rahi haan ka nahi...?


                sorry to all my PEGHAM FELLOWS for being very late, Nmi Sialkoti ji mera aisa koi iraada nhi hey kiyun k abhi to bhut kuch seekhna baqi hey aur zindagi bhut thori hey kitab likhnay k liye k iss ka mazmoon bhut waseeh hey. shukriya :)

                Comment


                • #23
                  Re: Bikhray huye lafz ....

                  salaam,

                  welcome back. chuN k maiN yahaN nayaa huN aur aap punaaii member aur aapko kabhii dekhaa nahiin forum par is liye aapko welcome back kahaa. :)

                  aapkaa kalaam paRhaa. masha Allah aap to bahot Khoob likhtii haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaada!

                  aapkii is aazaad nazm meN alfaaz kii bandish chust aur Khayaalaat kaa bahaao mutanaasib hai. achchhe jazbaat aur aHsaasaat ko sameTaa hai apnii qalam ke Hisaar meN. Allah kare zor e raqam aur ziyaada!

                  faqat muKhlis,
                  _______Sheroo

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment


                  • #24
                    Re: Bikhray huye lafz ....

                    Welcom e back janab

                    bahot khoob bahot achha likha hai
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Bikhray huye lafz ....

                      Originally posted by SherAli View Post
                      salaam,

                      welcome back. chuN k maiN yahaN nayaa huN aur aap punaaii member aur aapko kabhii dekhaa nahiin forum par is liye aapko welcome back kahaa. :)

                      aapkaa kalaam paRhaa. masha Allah aap to bahot Khoob likhtii haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaada!

                      aapkii is aazaad nazm meN alfaaz kii bandish chust aur Khayaalaat kaa bahaao mutanaasib hai. achchhe jazbaat aur aHsaasaat ko sameTaa hai apnii qalam ke Hisaar meN. Allah kare zor e raqam aur ziyaada!

                      faqat muKhlis,_______Sheroo


                      bhut shukriya sheroo bhai, mein waqaee mein aik lumbay arsay tak yehan se ghair haazir thi. jub jub waqt milay ga haazir hoti rhoon gi.

                      aap ne itni pzeeraai ki halaan k mein iss qabil nhi hoon, tifl e maktab hoon koshish kerti hoon aap sub ka, housla afzaai k kiye be hadd shukriya.:)

                      Comment


                      • #26
                        Re: Bikhray huye lafz ....

                        Originally posted by WOH LARKI View Post
                        bhut shukriya sheroo bhai, mein waqaee mein aik lumbay arsay tak yehan se ghair haazir thi. jub jub waqt milay ga haazir hoti rhoon gi.

                        aap ne itni pzeeraai ki halaan k mein iss qabil nhi hoon, tifl e maktab hoon koshish kerti hoon aap sub ka, housla afzaai k kiye be hadd shukriya.:)
                        u r most welcome :)

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment


                        • #27
                          Re: Bikhray huye lafz ....

                          nice
                          keep it up
                          Uzair

                          Comment


                          • #28
                            Re: Bikhray huye lafz ....

                            Originally posted by uzair143 View Post
                            nice
                            keep it up
                            Uzair

                            Thanx alot uzair. :)

                            Comment


                            • #29
                              Re: Bikhray huye lafz ....

                              Originally posted by WOH LARKI View Post
                              itni bheerr mein itni tunhaai!
                              koi apna chehra nah shanasaai
                              shab e umar bhi guzer jaye gi
                              kisi badel ki kahyesh nhi
                              kisi khushi ki tlash nhi
                              jeeti hoon bass
                              sard bahanon k sath
                              be mahni lafzon k khel mein
                              dil ki azmayesh mein
                              mahnon ki tlash mein
                              bikhray lafzon ko smaitnay ki justaju hey
                              mahnon se manoos honay ki arzu hey
                              mugar ab to yeh aalam hey
                              sochain bhi ajnbi hein
                              jaisay meray apnay log
                              khushiyan bhi begani hein
                              jaisay meray dil k rog
                              ............................
                              Wah Khoob likha ...teddy
                              and kafi salooN pehlay ....likha 372-scare
                              mein nay aaj kioN parHa??372-shock

                              Anyway ..:) loved it :) '

                              Comment


                              • #30
                                Re: Bikhray huye lafz ....

                                Originally posted by Gul View Post
                                Wah Khoob likha ...teddy
                                and kafi salooN pehlay ....likha 372-scare
                                mein nay aaj kioN parHa??372-shock

                                Anyway ..:) loved it :) '

                                hnmmmm Miss masroof saahiba (i mean GUL) haan! aap bataiye k aap ne pehlay kiyun nhi parha?:fuming:

                                anyway thanx alot k parha aur pasand kiya.:phool:

                                Comment

                                Working...
                                X