Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bikhray huye lafz ....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bikhray huye lafz ....

    itni bheerr mein itni tunhaai!
    koi apna chehra nah shanasaai
    shab e umar bhi guzer jaye gi
    kisi badel ki kahyesh nhi
    kisi khushi ki tlash nhi
    jeeti hoon bass
    sard bahanon k sath
    be mahni lafzon k khel mein
    dil ki azmayesh mein
    mahnon ki tlash mein
    bikhray lafzon ko smaitnay ki justaju hey
    mahnon se manoos honay ki arzu hey
    mugar ab to yeh aalam hey
    sochain bhi ajnbi hein
    jaisay meray apnay log
    khushiyan bhi begani hein
    jaisay meray dil k rog
    ............................

  • #2
    Re: Bikhray huye lafz ....

    bikhray lafzon ko smaitnay ki justaju hey

    AOA,

    Bohat paiyara andaaz hai aap ka :masha iss misre ki justaju muje bohat achi lagi bohat khoob:)

    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment

    • #3
      Re: Bikhray huye lafz ....

      Originally posted by khan
      bikhray lafzon ko smaitnay ki justaju hey

      AOA,

      Bohat paiyara andaaz hai aap ka :masha iss misre ki justaju muje bohat achi lagi bohat khoob:)

      Sohail Abbasi.

      Sukriya Khan bhai..........sirf lafz hi nhi in lafzon k mohtaj jazbon ko bhi smaitna bass mein nhi....Thanx for reading.:rose

      Comment

      • #4
        Re: Bikhray huye lafz ....

        mugar ab to yeh aalam hey
        sochain bhi ajnbi hein
        jaisay meray apnay log
        khushiyan bhi begani hein
        jaisay meray dil k rog

        Asslam-o_Alikum WR WB

        :) Mashallah bhot umda // allah pak ny aap ko bhot khub\yo sey nawaz hay hamesha dua ggoo hu ky Allah pak aap ko khus rakhy aur hamesha hifazt karya meen

        FeaamNAllah
        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

        Comment

        • #5

          • #6
            Re: Bikhray huye lafz ....

            Originally posted by Bheegi-Palkain

            Shukriya BP (doctors aap ko boht yad kertay hein............ BP.:) )
            aur yeh sub to aap se duayein lenay k bahanay hein, sachiiiiiiiiii.:jazak: 4 itni dhair sari duayein.:rose

            Comment

            • #7
              Re: Bikhray huye lafz ....

              Originally posted by Muskan
              Shukriya BP (doctors aap ko boht yad kertay hein............ BP.:) )
              aur yeh sub to aap se duayein lenay k bahanay hein, sachiiiiiiiiii.:jazak: 4 itni dhair sari duayein.:rose
              Assalam-o-Alikum WR WB

              Aray ! Doctor :o :tauba kuch din paha;y to ilaaj karwaya hy ab phir

              FeaamNAllah
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

              Comment

              • #8
                Re: Bikhray huye lafz ....

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                Assalam-o-Alikum WR WB

                Aray ! Doctor :o :tauba kuch din paha;y to ilaaj karwaya hy ab phir

                FeaamNAllah

                Wallaikum Asslam WR WB,

                nhiiii wo mujhey bahd mein yaad aaya k wo aap ko nhi meray BP :) (blood pressure) ko yad kertay hein jo akser low rehta hey.

                Allah Hafiz

                Comment

                • #9
                  Re: Bikhray huye lafz ....

                  Good one.May ur journey become more n more intense.may you get the wisdom to understand pain which makes us appreciate the happines.May you have the strength to feel the pain of humanity instead of just the personal pain or just the pain for one community.So many prayers of mine are with you.
                  Brijinder

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bikhray huye lafz ....

                    Originally posted by Brijinder
                    Good one.May ur journey become more n more intense.may you get the wisdom to understand pain which makes us appreciate the happines.May you have the strength to feel the pain of humanity instead of just the personal pain or just the pain for one community.So many prayers of mine are with you.
                    Brijinder

                    Brijinder ji........I am feeling very lucky k aap ne meri adna si koshish ko parha aur dhair sari duaon k tuhfay k sath naseehat bhi ki.........I will try my best to keep it up.
                    Thanx alot for your kind comments Brijinder ji :rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bikhray huye lafz ....

                      mugar ab to yeh aalam hey
                      sochain bhi ajnbi hein
                      jaisay meray apnay log
                      khushiyan bhi begani hein
                      jaisay meray dil k rog

                      Muskan ji bouhat hi umda...:)
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bikhray huye lafz ....

                        Originally posted by Muskan
                        Wallaikum Asslam WR WB,

                        nhiiii wo mujhey bahd mein yaad aaya k wo aap ko nhi meray BP :) (blood pressure) ko yad kertay hein jo akser low rehta hey.

                        Allah Hafiz
                        Asslam-o_Alikum WR WB

                        Oh hhhhhhh Thx God ... :cc: mein soch main tha tab sey

                        FeaamNAllah
                        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bikhray huye lafz ....

                          Originally posted by hayaa_n
                          mugar ab to yeh aalam hey
                          sochain bhi ajnbi hein
                          jaisay meray apnay log
                          khushiyan bhi begani hein
                          jaisay meray dil k rog

                          Muskan ji bouhat hi umda...:)

                          Hayya ji :) aap ki pazeerai k liye shukriya ada kerti hoon.:rose

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bikhray huye lafz ....

                            Originally posted by Bheegi-Palkain
                            Asslam-o_Alikum WR WB

                            Oh hhhhhhh Thx God ... :cc: mein soch main tha tab sey

                            FeaamNAllah

                            :) .chaliye ab soch se nikel aaiye.....

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bikhray huye lafz ....

                              Muskaan,this gives a glimpse of ur inner struggle,ur quest to know the world on ur onw terms without the crutches of the conditioning.My all best are with you.
                              The journey if starts is its own reward
                              Brijinder"sagar'

                              Comment

                              Working...
                              X