Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

    salam alikum
    dosto aik aur ghazal aap ki bazm main paish hai
    umeed hai pasand aaey gi

  • #2
    Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

    bahut nice

    Comment


    • #3
      Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

      kuch our dair rahny day pholon main khushboaain
      dast-e-khizaan abhi say na fasl-e-bahar kheench

      wah bohat he khubsurat , bohat si daad qubol kijiye :rose

      Comment


      • #4
        Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

        masha allah .............. wazan acha hey ............ good one

        Comment


        • #5
          Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

          MashAllah , bohat hi umda shairi hai, aur andaz bi payara hai..
          thori bohti tarash kharash kartay raha karain..

          7th shair ko aisay parh kar daikhain..

          Phir Rang Ban kar Saray Ufaq Par Ubhroo'N Ga Mein...
          Mujh ko Meray Wajood se bas eik Baar Khainch...

          Yeh apki hosla shikni nahi hai mein ne tasalsal mein aisay hi parha lekin baad mein ghour se parha tu , Basoo'N parha , mera khayal hai basnay se Ubharna zayada wazan rakhta hai...

          Baqi apne bohat achi ghazal likhi hai... ab pata nai ap ne kia sooch kar likha hai tu phir waisay zayada strong ho kia pata ... mujh nacheez se bi ghalti ho sakti hai so please bura nai manye ga bhai .

          Khush rahain.
          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
          Sadly, common sense is not very common..!!

          Comment


          • #6
            Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

            Originally posted by raafi View Post
            bahut nice
            bohot shukriyya

            Comment


            • #7
              Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

              Originally posted by Pehli``Barish View Post
              kuch our dair rahny day pholon main khushboaain
              dast-e-khizaan abhi say na fasl-e-bahar kheench

              wah bohat he khubsurat , bohat si daad qubol kijiye :rose
              bohot shukriyya pehli barish
              khush raho sada

              Comment


              • #8
                Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                Originally posted by Ali jee View Post
                masha allah .............. wazan acha hey ............ good one

                bohot shukriyya ali jee
                khush rahin sada

                Comment


                • #9
                  Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                  Originally posted by GumShuda View Post
                  MashAllah , bohat hi umda shairi hai, aur andaz bi payara hai..
                  thori bohti tarash kharash kartay raha karain..

                  7th shair ko aisay parh kar daikhain..

                  Phir Rang Ban kar Saray Ufaq Par Ubhroo'N Ga Mein...
                  Mujh ko Meray Wajood se bas eik Baar Khainch...

                  Yeh apki hosla shikni nahi hai mein ne tasalsal mein aisay hi parha lekin baad mein ghour se parha tu , Basoo'N parha , mera khayal hai basnay se Ubharna zayada wazan rakhta hai...

                  Baqi apne bohat achi ghazal likhi hai... ab pata nai ap ne kia sooch kar likha hai tu phir waisay zayada strong ho kia pata ... mujh nacheez se bi ghalti ho sakti hai so please bura nai manye ga bhai .

                  Khush rahain.
                  salam alikum Gushuda
                  bohot shukriyya ap nay ghazal ko parha aur pasand farmaya
                  mere khyaal main bhai jee kay lafz.. ubhroon.. wazan say kharij ho jaey ga.... lafz.. basoN.. hi exect wazan par aa raha hai...
                  ap zara aik dafa phir parhain... shayad sahi lagay...
                  khushh rahin sada aap
                  dheron duaain

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                    Originally posted by Hashim Raza View Post
                    salam alikum Gushuda
                    bohot shukriyya ap nay ghazal ko parha aur pasand farmaya
                    mere khyaal main bhai jee kay lafz.. ubhroon.. wazan say kharij ho jaey ga.... lafz.. basoN.. hi exect wazan par aa raha hai...
                    ap zara aik dafa phir parhain... shayad sahi lagay...
                    khushh rahin sada aap
                    dheron duaain
                    Okies , ap behtar janntay ho ap per warid howi aur ap ne likh dali. :d
                    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                    Sadly, common sense is not very common..!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                      Waah janab Hashim sahib
                      bahoot achha likhtay ho aap bahoot khoobsurat gazal hai
                      likhtay rahen khush rahen
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                        Buhat Khoobsurat ...
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                          Originally posted by GumShuda View Post
                          Okies , ap behtar janntay ho ap per warid howi aur ap ne likh dali. :d
                          thanks:rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                            Originally posted by WASI ANJUM View Post
                            Waah janab Hashim sahib
                            bahoot achha likhtay ho aap bahoot khoobsurat gazal hai
                            likhtay rahen khush rahen
                            bohot shukriyya wasi anjum sahab
                            khush rahin aap bhi sada

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aey Chandni Tuu Chaand Kay Aagay Hisaar Khainch

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Buhat Khoobsurat ...
                              bohot shukriyya

                              Comment

                              Working...
                              X