Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aiy Masjid-e-Qurtuba

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

    Rabi main nay nahi likhi to kiya aap nay likhi hay?:lol :lol :lol Rabi main only games nahi khailti yeh sab bhi mairi rooh k saath hi jura huwa hay.....aap ko Writer Zone main mairi likhi 3 stories bhi milain gi jin ko read kar k bhi aap ka yeh hi reply hoga k mujhay doubt hay...:lol :lol aap nay mujhay hehehehe:lol :lol hi daikha hay aur games main hay na?:lol
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • #17
      Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

      wo stories may nay pheri thee i think eid waly din phir wo mughy dubara say mili hi nahi us ka end to may pher hi nahi saki:(

      wasy stori acchi likhi hoi thee khud likhi thee kiya :P

      Comment


      • #18
        Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

        :lol Jis nay Shaairi likh kar di hay usi say Stories bhi likhwaai hain.:lol Writer Zone main hi main page par hain.aap dhundain gi tab hi milain gi.:)
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #19
          Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

          K bueno esta poesia Haya!!
          Mequita de Cordoba.
          Mi complementos

          Comment


          • #20
            Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

            Originally posted by tallica
            K bueno esta poesia Haya!!
            Mequita de Cordoba.
            Mi complementos
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #21
              Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

              Haya aap ki yei nazm bohat pasand aiy hai aap ko vote de kar khushi ho gi- mujhai aap mei aik achi shaira nazar aai hai.keep it up.:thmbup:
              Last edited by Malang; 18 December 2005, 04:07.

              Comment


              • #22
                Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                Malang Ji aap say apun agree karta hay :D

                Comment


                • #23
                  Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                  Originally posted by Malang
                  Haya aap ki yei nazm bohat pasand aiy hai aap ko vote de kar khushi ho gi- mujhai aap mei aik achi shaira nazar aai hai.keep it up.:thmbup:
                  :jazak: :) Malang ji aap k howsla afza reply ka bouhat shukriya..bouhat mashkoor hun k aap nay itna umda reply likha aur vote k qabil samjha..bouhat khush rahiye.Aameen:)
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                    Originally posted by Desi_Kuri
                    Malang Ji aap say apun agree karta hay :D
                    Kuri Ji Howsla Afza Reply Ka Bouhat Bouhat Shukriya..:) :jazak:
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                      :phool: Hi dear ap ne bohat achi likhi he muje bohat pasand ai.me ne kisi forum pe iti achi nazm nai pari.u r such a poet.:phool:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                        haya MashALlah itney payyarey alfaaz aur itni payyari nazm :thmbup:
                        bohot khush raho aur isi tarhan likhti raho :rose
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                          Originally posted by sarah_rafeeq2003
                          :phool: Hi dear ap ne bohat achi likhi he muje bohat pasand ai.me ne kisi forum pe iti achi nazm nai pari.u r such a poet.:phool:
                          :jazak: Sarah ji itnay umda reply aur howsla afzaai k liye bouhat shukar guzaar hun.bouhat khush rahiye.Aameen. :)
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                            Originally posted by barg.e.gul
                            haya MashALlah itney payyarey alfaaz aur itni payyari nazm :thmbup:
                            bohot khush raho aur isi tarhan likhti raho :rose
                            :jazak: Gul:rose Ji..aap ko nazm pasand aai mujhay bouhat khushi hui.bouhat shukriya itnay umda reply aur Duaon ka. :)
                            :roseENIGMA:rose

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aiy Masjid-e-Qurtuba

                              NIce sharing Nani

                              Comment

                              Working...
                              X