Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Qita

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Qita

    Salaam

    DostoN kuch arsa pehlay youNhii baiThay baiThay aik qita ho ga'ee thii ... Qita likhnay se pehlay chaahta hooN kuch background day dooN taa.k pata bhii chala k maiN qita k zairay kehna kya chaah raha hooN ...

    Iss martaba maiN ne rivaayat ko toRnay kii koShiSh kee hai ... Yeh baat bohot arsay se mere zehen meN ghoom rahii thii k sho'ara hameSha aik hii baat ko baar baar dohraate haiN ... Qita mulahiza ferma'iay:

    Jab fikr k falak pe ayaaN hoga her jawaab
    Tabdeel phir kerooNga zubaanii ko baar baar
    YaaroN suKhan kii maShq ka yeh to naheiN kamaal
    Sha'ir suna'ay aik kahaanii ko baar baar

    Qassim Mirza :Qassim:

  • #2
    Re: Qita

    bahot khoob qasim bhahi,
    bahot khush rahiye.

    Comment

    • #3
      Re: Qita

      Originally posted by :Qassim:

      Qassim Bhai jaan aap PATHAN hein? Mujhey aap ne confuse ker diya hey .........Qita HOTI hey k HOTA hey?:cc:

      Qita waqaee boht acha/achi hey :)

      Comment

      • #4
        Re: Qita

        Originally posted by :Qassim:
        Salaam

        DostoN kuch arsa pehlay youNhii baiThay baiThay aik qita ho ga'ee thii ... Qita likhnay se pehlay chaahta hooN kuch background day dooN taa.k pata bhii chala k maiN qita k zairay kehna kya chaah raha hooN ...

        Iss martaba maiN ne rivaayat ko toRnay kii koShiSh kee hai ... Yeh baat bohot arsay se mere zehen meN ghoom rahii thii k sho'ara hameSha aik hii baat ko baar baar dohraate haiN ... Qita mulahiza ferma'iay:

        Jab fikr k falak pe ayaaN hoga her jawaab
        Tabdeel phir kerooNga zubaanii ko baar baar
        YaaroN suKhan kii maShq ka yeh to naheiN kamaal
        Sha'ir suna'ay aik kahaanii ko baar baar

        Qassim Mirza :Qassim:
        bohat khooob Qasim sahib...... roserose

        likhtey rahye share kertey rahye...... roserose
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment

        • #5
          Re: Qita

          Assalam.o.aleikum

          Qasim ji aap ka likha Qitta parha jo kay pasand bhi aaya hay.Daad qubool kijiye.:)
          :roseENIGMA:rose

          Comment

          Working...
          X