Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tarhii ghazal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tarhii ghazal

    Aadaab Dosto!















    Ghazal:










    Kee tasavvur meN tirii tasveer jab


    Iss se baRhker aur kuch kehnaa naheiN


    Matlabii dunya kii rangat dekh lo


    ChhoRker jab se gayaa hamko tabeeb


    Ishq meN girtay rahay ubhray naheiN


    Hai karam Maalik ka :Qassim: be.panaah

  • #2
    Re: Tarhii ghazal

    Bohat khoobsurat koshish ki hay aapne ...lekan aik baat note kar lein plzzzzz ke aayinda kisi bhi forum ka zikar na karein as in words...
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Tarhii ghazal

      Originally posted by YAARAM
      Bohat khoobsurat koshish ki hay aapne ...lekan aik baat note kar lein plzzzzz ke aayinda kisi bhi forum ka zikar na karein as in words...
      Salaam

      Sab se pehlay to ghazal pasand kernay ka shukria ... Aur doosrii baat yeh k Yaaram sahab jab tarhii ghazal share kertay haiN to thoRa saa background dayna paRta hai uss k baare meN ...! :rose

      Qassim Mirza :Qassim:

      Comment


      • #4
        Re: Tarhii ghazal

        janab qasim bahi buhat khoob ,, ya ghazal pehlay phari theee , phir say phar kar buhat acha laga ..

        khush rahoo :)
        .

        Comment


        • #5

          Comment


          • #6
            Re: Tarhii ghazal

            Originally posted by ghurob-e-aftab
            janab qasim bahi buhat khoob ,, ya ghazal pehlay phari theee , phir say phar kar buhat acha laga ..

            khush rahoo :)
            Salaam

            Bhai iss se pehlay aap ne isay kaise paRh.lee? Yeh to pehlii martaba kaheiN per bhii post ker raha hooN maiN ... :cc:

            Waise pasand kernay ka shukria :rose

            Qassim Mirza :Qassim:

            Comment


            • #7
              Re: Tarhii ghazal

              Salaam

              Aapii kisi aur k comment aane ka yaqeen hona aik taraf aur aapka comment aane ka yaqeen aik taraf :eye:

              Thanx for the kind words :phool:

              Qassim Mirza :Qassim:

              Comment


              • #8
                Re: Tarhii ghazal

                Originally posted by :Qassim:
                Salaam

                Aapii kisi aur k comment aane ka yaqeen hona aik taraf aur aapka comment aane ka yaqeen aik taraf :eye:

                Thanx for the kind words :phool:

                Qassim Mirza :Qassim:
                wsalaam aur salaam qassim :phool:

                ye yakeen to hamesha apnai sath rakhna kai tumhari aapi hamesha comment dai gi tumhein :rose

                bauhat khush raho tum aur yehi dua hai kai zindagi mein bauhat tarakki karo ameen sum ameen :rose

                Comment


                • #9
                  Re: Tarhii ghazal




                  Hai karam Maalik ka


                  Bohat umdaah.. bohat khoob.. Qassim sahib.. iss baar bhi bohat hi umdah qalam laye hein.. tarhi misray sungg khoob saath nibhaya.. ghazal ka her shair khoob bhaya... Share kernay ka Behad Shukria..:rose

                  wafa aur dua ke saath
                  withlove :rose

                  .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

                  Comment


                  • #10
                    Re: Tarhii ghazal

                    Originally posted by withlove


                    Hai karam Maalik ka :Qassim: be.panaah



                    Bohat umdaah.. bohat khoob.. Qassim sahib.. iss baar bhi bohat hi umdah qalam laye hein.. tarhi misray sungg khoob saath nibhaya.. ghazal ka her shair khoob bhaya... Share kernay ka Behad Shukria..:rose

                    wafa aur dua ke saath
                    withlove :rose
                    Salaam

                    Janaab Withlove aapka comment hamesha dil khuSh ker k rakh dayta hai :eye:

                    Itnay achchhay alfaaz istaymaal kerna ka shukria janaab :rose

                    Qassim Mirza :Qassim:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Tarhii ghazal

                      Originally posted by :Qassim:
                      Aadaab Dosto!








                      Ishq meN girtay rahay ubhray naheiN


                      Hai karam Maalik ka :Qassim: be.panaah

                      Buhut khoob likha hai, pasand aaya :thmbup:


                      thnx for sharing:rose
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Tarhii ghazal

                        Originally posted by Saima Shaheen
                        Buhut khoob likha hai, pasand aaya :thmbup:


                        thnx for sharing:rose
                        Adaab arz hai Shaheen sahiba!

                        Ghazal kii pasandeedgii k liay aapka mamnuun hooN :phool:

                        Qassim Mirza :Qassim:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Tarhii ghazal



                          Qassim Saahb aap ki ghazal k chand ash'har to perhtay hi dil mein utar gaye, boht sacha aur khara likhtay hein aap. Allah se dua hey k woh aap k qalam ki sachai ko kabhi ruswa nah honay day, ameen:)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Tarhii ghazal

                            Originally posted by Muskan


                            Kee tasavvur meN tirii tasveer jab


                            Iss se baRhker aur kuch kehnaa naheiN


                            Matlabii dunya kii rangat dekh lo


                            Qassim Saahb aap ki ghazal k chand ash'har to perhtay hi dil mein utar gaye, boht sacha aur khara likhtay hein aap. Allah se dua hey k woh aap k qalam ki sachai ko kabhi ruswa nah honay day, ameen:)
                            Salaam

                            Muskan sahiba aadaab arz hai ... Yeh to aap ki zarra navaazii hai k iss ghareeb ki ghazal aapko pasand aa'ee :phool:

                            Qassim Mirza :Qassim:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Tarhii ghazal

                              Assalam.o.aleikum

                              Qasim ji aap ka yeh kalaam bouhat pasand aaya hay khaas towr par yeh Maqtaa

                              Hai karam Maalik ka :Qassim:

                              khush rahiye aur likhtay rahiye.:)
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment

                              Working...
                              X