Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tarahi mushaira

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tarahi mushaira

    :rose
    Attached Files

  • #2
    Re: Tarahi mushaira

    assalamualaikum motamim mushaaira,agar qaabil samjha jaae tho mujeh bhi mushaairey may aik shaair ki haisiat say shirkat ki ijazat di jae, aap ki bardi nawazish hogi:thmbup:.waisey ghazal waghaira isi thread may he kar dain ya doosra thread khulega iss k liyee aur kub say add kar saktey hain?

    Comment


    • #3
      Re: Tarahi mushaira

      Wa Alikum Aslam ...
      Hum bhi pori koshish karein gy agercha hum kuch kachy hein abhi mager hum bhi hissa lena chahein gy..:)

      Comment


      • #4
        Re: Tarahi mushaira

        Originally posted by Mujahid Khan View Post
        assalamualaikum motamim mushaaira,agar qaabil samjha jaae tho mujeh bhi mushaairey may aik shaair ki haisiat say shirkat ki ijazat di jae, aap ki bardi nawazish hogi:thmbup:.waisey ghazal waghaira isi thread may he kar dain ya doosra thread khulega iss k liyee aur kub say add kar saktey hain?
        Mujahid saheb
        is ke liye aap ko ijazat ki qatan zaroorat nahiN
        yeh pegham ke sab members ke liye open contest hai
        regards
        zmufti

        Comment


        • #5
          Re: Tarahi mushaira

          Originally posted by ahsaas View Post
          Wa Alikum Aslam ...
          Hum bhi pori koshish karein gy agercha hum kuch kachy hein abhi mager hum bhi hissa lena chahein gy..:)
          Ahsaas saheba/saheb
          tarahi mushaire nau mashq shoara ke liye hi hote heN keh vo mukhtalif behroN ki pabandi meN apne dil ki baat kehna seekhieN
          aap sab ke kalaam ka intzaar rahe ga
          regards
          zmufti

          Comment


          • #6
            Re: Tarahi mushaira

            okay thanks ..kia kalaam isi thread mien post kerna hai??

            Comment


            • #7
              Re: Tarahi mushaira

              Originally posted by ahsaas View Post
              okay thanks ..kia kalaam isi thread mien post kerna hai??
              jee haaN issi thread meN post kijye

              Comment


              • #8
                Re: Tarahi mushaira

                Last edited by Mujahid Khan; 25 September 2007, 01:34.

                Comment


                • #9
                  Re: Tarahi mushaira

                  ahan... good start zmufti sis

                  af'eel kya hota hai?

                  @mujahid bro.

                  bravo :thmbup:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Tarahi mushaira

                    Zarqa ji main aapki taraf se tarhi mushairay ki shiddat se muntazir thi.Bohat acha qadam hai.PG ke members main shairi ka shouq is tarah ke muqabilay se mazeed barhay ga.:rose
                    Mind Sciences

                    Comment


                    • #11
                      Re: Tarahi mushaira

                      Originally posted by bloo View Post
                      ahan... good start zmufti sis

                      af'eel kya hota hai?

                      @mujahid bro.

                      bravo :thmbup:
                      shukria bloo saheba
                      afaeel se muraad vo arkaan heN jin ke wazn per yeh misra hai
                      ghazal kehne ke liye aap ko is ke meter, wazn ya bahr ka khayal rakhna hota hai

                      Micaal ke tor pay

                      misra hai

                      kab vo sunta/ hai kahani/ meri

                      faailaatun/failatun/felun

                      ab youN dekhiye

                      kab vo sunta= faailatun
                      kab=faa
                      vo=i
                      sun=la
                      ta=tun

                      hai kahani = failatun
                      hai=fa
                      ka=i
                      ha=la
                      ni=tun

                      meri = felun
                      me= fe
                      ri= lun

                      ghazal ke baaqi misre bhee issi meter ya wazn meN hone chahiyeN
                      maiN jald hi aap ke liye kuch mazameen post karoN gi jin ko paRh kar aap kuch technicallities seekh sakti heN
                      regards
                      zmufti

                      Comment


                      • #12
                        Re: Tarahi mushaira

                        Merri Ghzal Haazir ha...

                        Kab Woh Sunttaa Ha Kahanni Merri..?
                        ===========================



                        Kaash Bhaa Jatti Usey Haaey Nishaanni Merri..!
                        Kar Gai Ruswaa Mujhey Haaey Heeranni Merri..!

                        Is Bhurhappe Men Terri Yaad Ha,Aur Wo Lamhaat.
                        Jab Terra Saath Aur GUL RANG Jawaanni Merri..!

                        Is Qaddar Dard Thaa Yaa Teeraa Hawallaa Shaaid..!
                        Logg Suntte Hi Rahhe RAAT KAHAANNI Merri...!

                        Men Ne Chup Chaap Sahhe Zulm Gilaa Tak Na Kiaa..
                        Merri Ruswaai Kaa Baais Thi Naadaanni Merri...

                        Men Wo MOHSIN Hun Jisse Gairron Ne Bhi Dhutkaarra.
                        Apnnoo Nee Bhi Naa Sunni Baat Naa Maanni Merri..

                        ---===Hafiz Muzaffar Mohsin===---

                        Comment


                        • #13
                          Re: Tarahi mushaira

                          Originally posted by zmufti View Post
                          shukria bloo saheba
                          afaeel se muraad vo arkaan heN jin ke wazn per yeh misra hai
                          ghazal kehne ke liye aap ko is ke meter, wazn ya bahr ka khayal rakhna hota hai

                          Micaal ke tor pay

                          misra hai

                          kab vo sunta/ hai kahani/ meri

                          faailaatun/failatun/felun

                          ab youN dekhiye

                          kab vo sunta= faailatun
                          kab=faa
                          vo=i
                          sun=la
                          ta=tun

                          hai kahani = failatun
                          hai=fa
                          ka=i
                          ha=la
                          ni=tun

                          meri = felun
                          me= fe
                          ri= lun

                          ghazal ke baaqi misre bhee issi meter ya wazn meN hone chahiyeN
                          maiN jald hi aap ke liye kuch mazameen post karoN gi jin ko paRh kar aap kuch technicallities seekh sakti heN
                          regards
                          zmufti
                          Zarqa ji! Agar aap yeh afa'eel mmebers ko sikhain to yeh aik bohat achi activity hogi.Kiya khiyal hai?:rose
                          Mind Sciences

                          Comment


                          • #14
                            Re: Tarahi mushaira

                            jnab bot acha selsala shoro keya hai
                            main bi zaroor koshesh karon ga
                            iss mukabely main hesa leny ki
                            baoht boaht shukreya

                            Comment


                            • #15
                              Re: Tarahi mushaira

                              Originally posted by zmufti View Post
                              shukria bloo saheba
                              afaeel se muraad vo arkaan heN jin ke wazn per yeh misra hai
                              ghazal kehne ke liye aap ko is ke meter, wazn ya bahr ka khayal rakhna hota hai

                              Micaal ke tor pay

                              misra hai

                              kab vo sunta/ hai kahani/ meri

                              faailaatun/failatun/felun

                              ab youN dekhiye

                              kab vo sunta= faailatun
                              kab=faa
                              vo=i
                              sun=la
                              ta=tun

                              hai kahani = failatun
                              hai=fa
                              ka=i
                              ha=la
                              ni=tun

                              meri = felun
                              me= fe
                              ri= lun

                              ghazal ke baaqi misre bhee issi meter ya wazn meN hone chahiyeN
                              maiN jald hi aap ke liye kuch mazameen post karoN gi jin ko paRh kar aap kuch technicallities seekh sakti heN
                              regards
                              zmufti
                              bohot shukrya sis ......kuch kuch baateiN uper sey guzar gai hain :D
                              mey apney taur per koshish zaroor karun gi inshAllah

                              :rose
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X