Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Insaano ki dunya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Insaano ki dunya

    wo kehtey kyun ho
    Jo poora nahi kertey
    Ehsaas dilatey kyun ho
    jab khud ehsaas nahi rakhtey
    tanhai sey nikaalney ki koshish bhi phir mat karo
    jab sathi bhi tum ban nahi saktey
    tum kya jano lafzoN ki ehmiyat ko
    tum kya jano rishtoN ko aur Na'toN ko
    yunheeN jeeney do mujhey meyri hi sochoN mey

    Xenya
    Attached Files
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Insaano ki dunya

    bohot khoobsoorat alfaaz may apnay khiyaalaat ko dhaalaa hai,keep writing and share with us sisterthmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Insaano ki dunya

      bohot khoobsurat nazam hai...kaafi simple aur attractive...aur designing bhi sach mai bohot pasand aaye....khush raho...:phool:
      sigpic


      Comment


      • #4
        Re: Insaano ki dunya

        Buhat umdah ...Lafzon ka buhat acha istimaal

        Comment


        • #5
          Re: Insaano ki dunya

          Assalaam-0-Alaikom:rose

          dear ......koi kab tak chup sakta hai is dunya say.....
          poem tu buht achi hai.........aur talkh bhi...
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Insaano ki dunya

            very good jee..!
            achi wording the..
            keep sharing

            Comment


            • #7
              Re: Insaano ki dunya

              bloo saheba
              aap ki nazm ka khayal pasand aayaa
              albata nazm meN behtari ki gunjaayish maujood hai
              agar aap ko nazm kehne ka shoq hai to Saahir ludhayanvi, Parveen shakir, Aitbaar saajid aur farhat abbas shah ko paRhiye
              paRhte waqt yeh dekhiye keh vo apne jazbaat ko ilfaaz meN kaise dhaalte heN
              inshallah aap ke kalaam meN behari aa jaaye gi
              khush rahiye
              zmufti

              Comment


              • #8
                Re: Insaano ki dunya

                bohat khoob

                Comment


                • #9
                  Re: Insaano ki dunya

                  hmm nice (Y)
                  Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                  Sadly, common sense is not very common..!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Insaano ki dunya

                    bohot khoob
                    keep it up and on...

                    Comment


                    • #11
                      Re: Insaano ki dunya

                      Bahoot khoob
                      Very nice
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Insaano ki dunya

                        Hmmmm Buhat Khooob .....
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment

                        Working...
                        X