Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

    Originally posted by Aania
    Zindagi sehraa ki manind

    aansooo sookhi ret se
    hont khushk pathar se huye hain
    haan tumhari yaad main...
    is mausam ke sab hi badal
    aag barsaney lagey hain
    haan tum aas paas nahen ho
    kesey sametoon bikhrey huye
    sookhey huye patton jesi zindagi ke palon ko
    jis main tum hi bas chukey ho...
    aur doosra koi naam nahen hai...
    is se pehley ke aankhen khooon roney lagen....
    ye badan khushk reit sa honey lagey..
    aur rooh ka har saaz
    thalon main dafn honey lage..
    TUM AA JAO...
    TUM AA JAO...


    :roseBy, ME (A) :dua

    Behtereeen Aaanieee... zabardast/..

    Comment


    • #17
      Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

      thnx sohnyo..... :rose
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #18
        Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

        Boht zaberdat Aaina.very well written.:rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

        kesey sametoon bikhrey huye
        sookhey huye patton jesi zindagi ke palon ko

        Comment


        • #19
          Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

          Originally posted by :Qassim:
          :tang: :tang:
          yeh kia ho raha hai?
          Aankhon Mein Raha, Dil Mein Utar Kar Nahi Daikha
          Kashti Kay Musafir Nay Samander Nahi Daikha
          Pathar Mujhey Kehta Hai Mera Chahnay Wala
          Mein Moom hon, Usnay Mujhey Chu Kar Nahi Daikha


          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

          Comment


          • #20
            Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

            Sirf do sher
            Attached Files
            Allah

            Comment


            • #21
              Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

              Originally posted by YAARAM
              Sirf do sher
              wow koool piece of poetry thnx for sharing its really awesome..... :phool::phool:roseroseroseroseroseroseroseroseroseroseroserose
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #22
                Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

                Originally posted by Masood
                Kuchh hamari janib sey bhi :)
                Asalaam O Alaikum

                Wah Masood sahab ... Bohot hii khoobsurat kaaviSh hai aapkii ... Umeed hai k :insha: future meN bhii aapko paRhne ko milayga!

                YouNhii achchha achchha likhtay rahiay aur sada khuSh rahiay :phool:

                Qassim Mirza :Qassim:

                Comment


                • #23
                  Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

                  Originally posted by Muskan
                  Boht zaberdat Aaina.very well written.:rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                  kesey sametoon bikhrey huye
                  sookhey huye patton jesi zindagi ke palon ko
                  thnx :eye:
                  Visit My Early PS Work
                  You Are Welcome To Comment

                  Comment


                  • #24
                    Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

                    Originally posted by Masood
                    Kuchh hamari janib sey bhi :)
                    very great work though .... khush rahye,.. :phool:

                    aur miltey bhi rahye..... nazar aanaa hi band ho gaye aap to.....
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • #25
                      Re: Hamari Tasweer - Aaap Ka Kalaam

                      Assalam.o.aleikum
                      Aap sab ka kalaam parha.sab ka hi andaaz-e-bayaan khoob hay Masha Allah:) silsila bhi acha hay aur jinhon nay is may hissa liya hay un ka likha read kar kay bouhat acha laga.mairi taraf say aap sab dili daad qubool kijiye.:rose :) :masha

                      :roseENIGMA:rose

                      Comment

                      Working...
                      X