Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghazal: Hawa Ke Doosh Per Bikhray Jo Gham HaiN

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ghazal: Hawa Ke Doosh Per Bikhray Jo Gham HaiN

    Originally posted by Salauddien Mengal View Post
    Mujay Nahiee Ata hai.
    Chalye aap yahaan tak tu aa gaey, issi baat per shukriya qabool kijiay :)

    Comment


    • #17
      Re: Ghazal: Hawa Ke Doosh Per Bikhray Jo Gham HaiN

      Originally posted by DIL View Post
      Asalaam-o-Alaikum!

      Khalish bhaiya :rose app ko yahaan dekh ker bohuttttttt khushi howi :) Aur ghazal to her baar ki terha umdah kahi hai :rose

      Khush Rahiyea :) Abaad Rahiyea :rose
      Wassalaam Dil Behna :rose :rose

      Aap se mil kar khushi tu meri dou.chand ho gaee hai ... jeeti rahiye ... buhot zamana ho gaya aap se raabata kiya .. ghazal aap ko pasand aaee buhot buhot shukriya.

      Apne ID ke saath 'Ajnabi' likha daikha tu yeh she'r be.saakhta yaad aa gaya

      hum k teHre ajnabi itni mulaqatooN ke baad
      ab banaiN gey aashna kitni madaratooN ke baad (Faiz).

      Khush Rahiye aur apna buhot buhot khayyal rakhiye :rose :rose

      Aap ka

      Khalish Bhai

      Comment


      • #18
        Re: Ghazal: Hawa Ke Doosh Per Bikhray Jo Gham HaiN

        Originally posted by Ahsan Baloch View Post
        Nice, GHAZAL and Thanks For Shearing
        Buhot buhot shukriya Ahsan :rose Buhot inaayat hai aap ki

        Khush RahaiN :rose

        Comment


        • #19
          Re: Ghazal: Hawa Ke Doosh Per Bikhray Jo Gham HaiN

          Originally posted by NaQsh View Post
          welcome to pehgam :)
          wah bohat hee khub
          kia likha hai !!!
          zabardast
          MASHALLAH
          Buhot buhot shukriya NaQsh :rose meraa adaaab qabool kijiay

          Khush RahaiN :rose

          Comment

          Working...
          X