Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sandaisa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sandaisa

    Tum hi batao kaisay main Sandaisa bhaijon
    Zamana hay bay aitbar bohot
    Koie waseela nahi hawa k siwa
    Jo tum ko meri mohabat ka yaqeen dila day
    Meri khushbo tum talak pohoncha day
    Or tum ko jatla day k
    Ik larrki pagal anjani si
    Shadaie or dewani si
    Apnay khuwab or tabeeron ko
    Jeenay ki sab tadbeeron ko
    Teray nam laga baithi hay
    Magar aitraf kartay darti hay k
    Tum us ki masoom khuwahishon ko
    Hans k na tal do
    Us ka maan na torr do
    Tum ko kaisay samjhaon
    Apnay jeewan ki sab gharriyan
    Subhain, shamain, sans ki larriyan
    Teray nam pay war gaie hon
    Dil k hathon har gaiehon

  • #2
    Re: Sandaisa

    Originally posted by gazal_uzma View Post
    Tum ko kaisay samjhaon
    Apnay jeewan ki sab gharriyan
    Subhain, shamain, sans ki larriyan
    Teray nam pay war gaie hon
    Dil k hathon har gaiehon
    bohat umdah likhty hain aap..... pyr ka boht sada sa lekin khoobsoorat andaz hay is nazm mein :rose
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 16 September 2006, 22:50.
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Sandaisa

      Eshaa
      bohot bohot shukriya iss pazeeraie ka
      regards
      uzma

      Comment


      • #4
        Re: Sandaisa

        buht achaa uzma ji :rose
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #5
          Re: Sandaisa

          bohot shukriya hala ji sarhnay ka
          khush rahain
          regards
          uzma

          Comment


          • #6
            Re: Sandaisa

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            buht acha likha hay :phool:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #7
              Re: Sandaisa

              thank u so much rida 4 appriciation
              regards
              uzma khan

              Comment


              • #8
                Re: Sandaisa

                Great ...........................
                you have a great knowledge........................keeep shairing.........
                bohat umda hai ................ i like it .....................anjani si larki........so sweet
                Har-Fun-Moula

                Comment


                • #9
                  Re: Sandaisa

                  bohot bohot shukriya janab
                  keep coming and reading
                  regards
                  uzma khan

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sandaisa

                    MashaAllah bohat achha likha hai Ghazal aur sadah sey alfaaz sey sadah si baton ko biyaan kiya hai - good work...
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sandaisa

                      thank u so much masood

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sandaisa

                        great........
                        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                        Comment

                        Working...
                        X