Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama IQbal Special .. Sara Butt

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

    Tundi Bad-e-Mukhalif say na ghabra aye auqab
    Yeh to chalti hay tujhy uncha uraney k lye.....


    Comment


    • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

      aaen-e-jawan mardaa,Haq goi o baibaki,,,Allah kay Sharon ko aati nahi roobai


      Comment


      • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

        ghulami mein na kam aati hein shamseerein na tadbeerein,,,jo ho zauq-e-yaqeen paida tu kat jati hein zanjeerein


        Comment


        • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

          tujay uss qaum nay pala hai aaghosh-e-mohabat mein,,,kuchal dala tha jis nay paon mein taj-e-sar-e-dara


          Comment


          • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

            sitaron say aagay jahan aur bhi hain,,,abhi ishq kay imtihan aur bhi hain


            Comment


            • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

              khol aankh zameen daikh,falak daikh,fiza daikh,,,Mashriq say ubhartay huae sooraj ko zara daikh


              Comment


              • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                nigah buland,sukhan dilnawaz,jan pursoz
                yahi hai rakhat-e-safar mir-e-karwan kay liyae


                Comment


                • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                  yae ik sajda jisay tu garan samajhta hai
                  hazar sajdon say daita hai aadmi ko nijat


                  Comment


                  • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                    phool ki pattee say kat sakta hai heeray ka jigar
                    mard-e-nadan par kalam-e-narm-o-nazak baiasar


                    Comment


                    • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                      Jinhein Main Dhoondhta Tha Aasmanon Mein Zameenon Mein

                      wo nikle mere zulmat-e-khana-e-dil ke makinon mein

                      mahine wasl ke ghadiyon ki soorat udte jate hain
                      magar ghadiyan judai ki guzarati hain mahinon mein

                      mujhe rokega tu ai nakhuda kya garq hone se
                      ki jinko doobna hai doob jate hain safinon mein

                      jala sakti hai shaam-e-kushta ko mauj-e-nafas un ki
                      ilahi kya chhupa hota hai ahal-e-dil ke sinon mein

                      tamanna dard-e-dil ki ho to kar khidmat faqiron ki
                      nahin milta ye gauhar badshahon ke khazinon mein

                      mohabbat ke liye dil dhoondh koi tutnewala
                      ye wo mai hai jise rakhate hain nazuk aab-ginon mein

                      bura samjhoon unhein mujh se to aisa ho nahin sakta
                      ki main khud bhi to hoon "iqbal" apane nuktachinon mein


                      Comment


                      • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                        Iqbal ka tarana baang-e-dara hai goya
                        hota hai jaa-do-paima phir karwan hamara


                        Comment


                        • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                          اس سے پہلے کہ يہ دنيا مجھے رسوا کر دے
                          تو ميرے جسم ميری روح کو اچھا کر دے

                          کس قدر ٹوٹ رہی ہے ميری وحدت مجھ سے
                          اے ميری وحدتوں والے مجھے يکجا کر دے

                          يہ جو حالت ہے ميری ميں نے بنائی ہے مگر
                          جيسا تو چاہتا ہے اب مجھے ويسا کر دے

                          ميرے ہر فيصلے ميں تيری رضا شامل ہو
                          جو تيرا حکم ہو وہ ميرا ارادہ کر دے

                          مجھ کو وہ علم سکھا جس سے اجالے پھيلے
                          مجھ کو وہ اسم پڑھا جو مجھے زندہ کر دے

                          ضائع ہونے سے بچا لے ميرے محبوب مجھے
                          يہ نہ ہو وقت مجھے کھيل تماشا کر دے

                          ميں مسافر ہوں سو رستے مجھے راس آۓ ہيں
                          ميری منزل کو ميرے واسطے رستہ کر دے

                          ميری آواز تيری حمد سے لبريز رہے
                          بزم کونين ميں جاری ميرا نغمہ کر دے

                          اس سے پہلے کہ يہ دنيا مجھے رسوا کر دے
                          تو ميرے جسم ميری روح کو اچھا کر دے


                          Comment


                          • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                            Nahi tera nasheeman qasr-e-sultani ke gumbad par

                            tu Shaheen he basaira kar paharro ki chitanoo par


                            Comment


                            • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                              Likhna Nahi Aata Tu Meri Jaan parha kr,,

                              Ho Jaye Gi Mushkil Teri Asan parha kr,,

                              Parhne k Liay Tujh ko Agr kuch Na Mile Tu,,

                              Chehron pe Likhe Dard k Unwan parha kr,,

                              Laraib Teri Rooh ko Taskeen Mile Gi,,

                              Tu Qarb k Lamhat Main Quran parha kr,,

                              Paida Ho Tere Behr ki Mujon Main Talatum,,

                              Tu Hazrt-E-Iqbal k Dewaan parha Kr,,

                              Aa Jaye Ga "IQBAL" Tujhe jeene ka Qareena,,

                              Tu Sarvar-E-Kounain (S.A.W.W) k Farmaan parha kar...!!


                              Comment


                              • Re: Allama IQbal Special .. Sara Butt

                                Iqbal about Leadership..

                                Tounay puche hai imaamat ki haqiqat mujh sai
                                Haq tujhay meri tarha sahib-e-asraar karai

                                Hai wohi taray zamanay ka imam-e-barhaq
                                jo tujhay hazir o moujood sai baizaar karay

                                Maut kai ainai mai tujh ko dikha kar rukh e dost
                                Zindagi teray liyay aur bhi dushwaar karai,

                                daikai ehsaas-e-zyan tera lahou garma dai
                                Faqr ki saan charha kar tujhay talwaar karai.

                                Fitna-e-milatai baizaa hai imamat uski
                                Jou musalma ko salaateen ka parastar kari


                                Comment

                                Working...
                                X