Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Magar Kharosh Pe Mayal Hai T To Bismillah
    “Bageer Badah-e-Safi, Babang-e-Ching Ba Nosh”

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Shareek-e-Bazam-e-Ameer-o-Wazeer-o-Sultan Ho
      Lara Ke Torh De Sang-e-Hawas Se Shisha-e-Hosh

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Payam-e-Murshid-e-Sheeraz Bhi Magar Sun Le
        Ke Hai Ye Sirr-e-Nahan Khana-e-Zameer-e-Sarfarosh

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          “Mehel-e-Noor-e-Tajalli Sat Raye Anwar Shah
          Cho Qurb O Talabi Dar Safaye Niyyat Kosh”

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            (Bang-e-Dra-122) Taleem Aur Uss Ke Nata'ij

            Taleem Aur Uss Ke Nataeej
            (Tazmeen Bar-Shair Mullah Arshi)

            Education And Its Consequences
            (Tadmin Bar Shi’r‐i‐Mullah ‘Arshi ‐ Based on a verse of Mullah ‘Arshi)

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              Khush To Hain Hum Bhi Jawanon Ki Taraqqi Se Magar
              Lab-e-Khandan Se Nikal Jati Hai Faryad Bhi Sath

              Though we also are happy with the progress of the young
              But some complaint from the happy lips also comes with it

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                Hum Samajhte The Ke Laye Gi Faraghat Taleem
                Kya Khabar Thi Ke Chala Aye Ga Ilhad Bhi Sath

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  Ghar Mein Parvaiz Ke Shireen To Huwi Jalwa Numa
                  Le Ke Ayi Hai Taisha-e-Farhad Bhi Sath

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    “Tukham-e-Degar Bakaf Aaryem-Wa-Bakariyem Za-Nau
                    Kancha Kashtiyem Za Khujlat Natawan Kard Drau”

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      (Bang-e-Dra-121) Saqi

                      Saqi
                      The Cup‐Bearer


                      Nasha Pila Ke Girana To Sub Ko Ata Hai
                      Maza To Jab Hai Ke Girton Ko Thaam Le Saqi

                      Everyone knows how to throw down people with intoxicants
                      The fun is to convert the intoxicated one to sanity, O cup‐bearer

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Jo Badah Kash The Purane, Woh Uthte Jate Hain
                        Kaheen Se Aab-e-Baqaye Dawam Le Saqi!

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Kati Hai Raat To Hangama Gustari Mein Teri
                          Sehar Qareeb Hai, Allah Ka Name Le Saqi!

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            (Bang-e-Dra-120) Jawab-e-Shikwa (جواب شکوہ) The Answer To The Complaint


                            Jawab-e-Shikwa
                            THE ANSWER TO THE COMPLAINT
                            Stanza (1)


                            Dil Se Jo Baat Nikalti Hai, Asar Rakhti Hai
                            Par Nahin, Taaqat-e-Parwaaz Magar Rakhti Hai

                            When passion streaming from the heart turns human lips to lyres,
                            Some magic wings man’s music then, his song with soul inspires;

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              Dil Se Jo Baat Nikalti Hai, Asar Rakhti Hai
                              Par Nahin, Taaqat-e-Parwaaz Magar Rakhti Hai

                              When passion streaming from the heart turns human lips to lyres,
                              Some magic wings man’s music then, his song with soul inspires;

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Qudsi-Ul-Asal Hai, Riffat Pe Nazar Rakhti Hai
                                Khaak Se Uthti Hai, Gardoon Pe Guzar Rakhti Hai

                                Comment

                                Working...
                                X