Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khushi ...April shair Activity

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: khushi ...April shair Activity

    Puchnay Lagay Jab Hum Say Sab Ronay Ka Sabab
    Hum Apnay Dard Ka Naam Khushi Bata Kay Roye
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #47
      Re: khushi ...April shair Activity

      Khushi Ka Ghum Hay Na Ghum Ki Koii Khushi Ab Tu
      Bohat Udaas Guzarti Hay Zindagi Ab Tu
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #48
        Re: khushi ...April shair Activity

        Main Paa Na Saka Kabhi Is Khushi Say Chutkara Mohsin
        Wo Mujhay Jeet Bhi Sakta Tha Janay Kyun Haara ..... ??
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #49
          Re: khushi ...April shair Activity

          Khushi Ka Ghum Hay Na Ghum Ki Koii Khushi Ab Tu
          Bohat Udaas Guzarti Hay Zindagi Ab Tu
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #50
            Re: khushi ...April shair Activity

            Bhuja Bhuja Sa Chehra, Dhoowa Dhoowa Aankhain
            Khushi Ki Khouj Main Kitay Ghumon Say Guzray Ho
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #51
              Re: khushi ...April shair Activity

              Jin Say Wabasta Har Khushi Meri
              Jin Kay Dam Say Hay Zindagi Meri
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #52
                Re: khushi ...April shair Activity

                Khushi Ka Ghum Hay Na Ghum Ki Koii Khushi Ab Tu
                Bohat Udaas Guzarti Hay Zindagi Ab Tu
                Ak Aashna Kay Bicharnay Say Kia Nahi Badla
                Hawa -e- Shehar Bhi Lagti Hay Ajnabi Ab Tu
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #53
                  Re: khushi ...April shair Activity

                  Jin Say Wabasta Har Khushi Meri
                  Jin Kay Dam Say Hay Zindagi Meri
                  Wo Meray Na Ho Sakay Saghir
                  Koii Dekhay Yeh Be Basi Meri
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #54
                    Re: khushi ...April shair Activity

                    Bata Rahi Hain Yeh Aankhon Ki Munjamad Laali
                    Karay Dino, Kathan Rat Jagon Say Guzray Ho
                    Bhuja Bhuja Sa Chehra, Dhoowa Dhoowa Aankhain
                    Khushi Ki Khouj Main Kitay Ghumon Say Guzray Ho
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #55
                      Re: khushi ...April shair Activity

                      Aansoo Bhar Aaye Aankh Main Har Ak Hansi Kay Baad
                      Ghum Ban Gaya Naseeb Mera Har Khushi Kay Baad
                      Socha Tha Pyaar Ka Main Saja'on Ga Gulistan
                      Har Phool Jal Gaya Mera Ban Kar Kali Kay Baad
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • #56
                        Re: khushi ...April shair Activity

                        Ishq Main Jo Bhi Dard Mila Hay Ghum Ki Wo Sougaat Nahi
                        Ak Zara Sa Dil Toota Hay Or Tu Koii Baat Nahi
                        Dukh Ki Kookh Main Sukh Paltay Hain, Ghum Ka Naata Khushi Say Hay
                        Jis Kay Baad Na Aaye Savera, Koii Aisi Raat Nahi
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #57
                          Re: khushi ...April shair Activity

                          Ajab Tarah Say Socha Hay Zindagi Kay Liye
                          Keh Zakham Zakham Main Khilti Hoon Har Khushi Kay Liye
                          Saawal Ye Hay Keh Us Nay Kabhi Nahi Pucha
                          Keh Aap Sochti Kesay Hain Shairy Kay Liye
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #58
                            Re: khushi ...April shair Activity

                            Ghum'on Ki Zameen Per Koii Khushi Ka Machaan Nahi Hay
                            Kia Hoon, Kyun Hoon Main, Mujhay Apni Pehchaan Nahi Hay
                            Ghum Chupanay Ki Har Ada Maloom Hay Mujh Ko
                            Dekho Meri Hansi Main Koii Ghum Ka Nishaan Nahi Hay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #59
                              Re: khushi ...April shair Activity

                              Shab -e- Hijrah Ka Karam Karay Gaye Barson
                              Rukh -e- Jana ! Tujhay Yaad Karay Gaye Barson
                              Chand Din Kay Liye Milay Gaye Or Bichray Gaye Tujh Say
                              Wo Khushi Or Yeh Ghum Yaad Karay Gaye Barson
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • #60
                                Re: khushi ...April shair Activity

                                Wafa Kay Basaat Main Apni Bisaat Hi Kia Thi
                                Usi Ka Pyaar Thay Jin Nay Mera Bharam Rakha
                                Khushi Na Di Tu Koii Ghum Nahi Mager Us Nay
                                Dukhon Ko Bhi Meray Hissay Main Kam Say Kam Rakha
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X