Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

    یاد کا پھر کوئی دروازہ کھلا آ خر شب
    دل میں بکھری کوئی خوشبوٴےقبا آخر شب

    Yaad ka phir koi darwaza khula aakhir shab
    Dil mein bikheri koi khushbu e qaba aakhir shab


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

      چل دیا ساتھ ہی میرے تری یادوں کا ہجوم
      راہ سے زیست کی تنہا جو گزرنا چاہا

      chal dia saath he mere teri yaadoN ka hujoom
      raah se zeest ki tanha jo guzarna chaaha


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

        تیری یاد کے پیوند لگے ہیں ورنہ
        میرے وجود کی اُڑ جاتیں دھجیاں کتنی

        Teri yaad ke pewand lagaye hain werna
        Mere wajood ki uRh jati dhajiyaaN kitni


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

          کوئی ویرانی سی ویرانی ہے
          دشت کو دیکھ کے گھر یاد آیا

          koi wiraani si wiraani hai
          dasht ko dekh k ghar yaad aaya


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

            وقت نے بدل دیا لوگوں کا معیارِ زوق ورنہ
            ہم بھی وہ لوگ تھے جو اکثر یاد آیا کرتے تھے

            Waqt ne badal diya logooN ka miyaar e zouq werna
            Hum bhi wo log thay jo akser yaad aya kartay thay


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

              بُھولنے کا خیال بھی ایک طرح کی یاد ہے
              ہم نہ بھلائے جائیں گے، لاکھ ہمیں بھلائے جا

              bhoolne ka khayaal bhi aik tarah ki yaad hai
              hum na bhulaye jayeN ge, laakh humeN bhulaye ja


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                kiss tarha ankh lagaye, kese bhala soo jayien
                neend uss shakhs ki yaadooN mein kaheeN rakhi hai?


                کس طرح آنکھ لگے، کیسے بھلا سو جائیں
                نیند اس شخص کی یادوں میں کہیں رکھی ہے؟


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                  پھیلی ہیں فضاؤں میں اِس طرح تِری یادیں
                  جس سمت نظر اُٹّھی آواز تِری آئی

                  phaili hai fazaoN meiN is tarah teri yaadeN
                  jis simt nazr uthi aawaaz teri aayi


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                    Jiggar Rahey Wafa Mein Nakash Essy Choher Aya Hoon
                    Ke Duniya Dekhiti Hay Oar Abb Tak Yaad Kerti Hay


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                      اک یاد ۔ خوش جمال جوازِ حیات ہے
                      اک محور خیال ہے یہ بھی اگر نہ ہو

                      ik yaad - khush jamaal jawaaz_e_hayaat hai
                      ik mehwar_e_khayaal hai ye bhi ager na ho


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                        نشے سے کم تو نہیں یاد ِیار کا عالم
                        کہ لے اڑا ہے کوئی دوش پر ہوا کے مجھے

                        nashay se kam to nahi yaad e yaar ka aalam
                        ke lay uRha hai koi dosh par howa ke mujhe


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                          duniyaaa ke sitam yaad na apanii hii vafaa yaad
                          ab mujh ko nahii.n kuchh bhii muhabbat ke sivaa yaad


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                            hab-e-furqat me.n kyaa kyaa saa.Np laharaate hai.n siine par
                            tumhaarii kaakul-e-pechaa.N ko jab ham yaad karate hai.n

                            [shab-e-furqat = night of separation; kaakul-e-pechaa.N = curly hair]


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                              دل میں کچھ نقش اتنے گہرے ہیں
                              یاد آئیں گے عمر بھر کچھ لوگ

                              dil meiN kuch naqsh itne gehre haiN
                              yaad aayeN ge umr-bhar kuch log


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                                یاد میں تیری جہاں کو بھولتا جاتا ہوں میں
                                بھولنے والے، کبھی تجھ کو بھی یاد آتا ہوں میں

                                yaad mein teri jahan ko bholta jata hOn mein
                                bholney waley, kbhi tujh ko bhi yad aata hOn mein


                                Comment

                                Working...
                                X