Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Ghamun ko mujh sey ik chahat si ho gayi hai ,
    Mein udaas nahi,udaas rehne ki aadat si ho gayi hai...

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      نہ ہوا نصیب قرارِ جاں، ہوسِ قرار بھی اب نہیں
      ترا انتظار بہت کیا، ترا انتظار بھی اب نہیں

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        تجھے کیا خبر مہ و سال نے ہمیں کیسے زخم دیئے یہاں
        تری یادگار تھی اک خلش، تری یادگار بھی اب نہیں

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Nigha-e-Qais Sy Dekho HameSha Laila KoO..!!

          !!..MohSiN..!!

          SaNaM Kisi Ka Bhi HoO Be-MisaaL Hota Hai..!!

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Ajeeb karb ka aalam hai meri basti per
            Ghata bhi chayi hai barsaat bhi nahin hoti

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Jahan Jahan Koi Thoker Hai Meri Qismat Mein”

              Wahin Wahin Liye Phirti Hai Zindagi Mujh Ko

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                یہ ناز ہے کہ کوئی نادان میرا دشمن نہیں
                یہ فخر ہے کہ میں دوست بہت عظیم رکھتا ہوں

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Ham muslihat-e-waqt kay kaael nahi yaro,

                  Ilzam jo dena ha sar-e-aam dia jaye

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    یوں تو رحمت ہے تیری، تیرے غضب پہ ھاوی،۔۔
                    پھر بھی اے خدایا مہشر میں پردہ رکھنا

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Bht Masroor thay Jeene ki Duaon pr,
                      Mila hai RANJ tu TASEER pe Rona aya ...!!!

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        دل نے دنیا کے ہر اک درد کو اپنا تو لیا

                        مضمحل روح کو اندازِ جنوں مل نہ سکا

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          meri hayaat kaa unvaan ban kar aa jaao
                          haiN na-tamaam abhi zindagi ke afsaane

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Hujoom e gham meri fitrat ko badal nahe sakte.
                            Karon main kya k meri aadat hai muskarane ki.

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              kitnay masroof ho gaye ho tum

                              dil dukhne b ab nahe aty...

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Hai Koi Janaza Parhne Wala
                                Main Apne Dil Ko Maar Bethi Hoon

                                Comment

                                Working...
                                X