Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Dhalta suraj phaila jungle rasta gum
    ham say pucho kaisa aalam hota hai

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Na yeh zindagi meri zindagi na yeh dastan meri dastan
      May khayal-o-wehem se door hoon mujhe aaj koi sada na de

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        tujh ko kise say garz kia bijle kaheen giraay ja
        dil jalay ya jigar jalay tu youn he muskuraay ja

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          wafa e bad naseeb ko baksha hai tu nay dard jo
          hai koi is ke bhe dawa itna zara bataay ja

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Pagal Pan ki Sari Lakeerain Mere Hath May kio ..

            Jis ko Chahon, May Hee Chahon May Hee Chahon kio ..!
            __________________

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Kahani me koi Rad-o-Badal kar, Aey Ishq ...!!
              Har Baar me hi kyun? kabhi wo bhi to mujhe yad karey ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                دوستوں کے ہجوم میں ناصر
                میرے اندر کا شخص تنہا ہے

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  اک عمر تری تلاش کے بعد
                  میں ہوں ، مری عمر رائیگاں ہے
                  ,

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Tajub kia agar Iqbal Dunya mujh se na khush hai

                    Buhat se log dunya main pasandeeda nahi hotay

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      دو چار نہیں مجھے فقط ایک ہی دکھا دو
                      وہ شخص جو اندر سے بھی باہر کی طرح ہو

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Bas aik waqt ka Khanjar mare talash may hai
                        jo rooz bhais badal kar mare talash main hai

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          main jis kay hath main phuul day kay aaya tha
                          use kay heath ka pathar mare talash main hai

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            ay kash ! tu bhi sunta kabhi ahaton ki goonj,

                            tu bhi meri tarah kabhi dhoondta mujhy!!!

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              ایک بس تیری چاہ میں ہم نے ...

                              سارے جگ سے بگاڑ رکھی ہے ...

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                ﭼﺸﻢِ_ﻧﻢ ﮈﮬﻮﻧﮉ ﺭﮨﯽ ﮨﮯ ﺗﻢ ﮐﻮ،
                                ﮐﺎﺵ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﯿﮟ ﺗﻢ ﮨﯽ ﺗﻢ ﮨﻮﺗﮯ

                                Comment

                                Working...
                                X