Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: sirf ashaar

    Bachoon Si Tabiaat Hai Hum Ehl-e-Mohabbat Ki
    Zid Krna,Machal Jana, phir Khud Hi sambhal jana....

    Comment


    • #47
      Re: sirf ashaar

      Umar Kab Raaegan Guzaari hAi , Apne hOne Ki Jang Jari hAi
      Ek Safar hAi Naya Darpesh , Ek Safar Ki Thakan Utaari hAi !
      __________________

      Comment


      • #48
        Re: sirf ashaar

        Sajda-e-Shukar baqi tha, shukar ki na mili mohlat
        Or umer beet gai tamam ya Rab tere ehsan ginte ginte

        Comment


        • #49
          Re: sirf ashaar

          Lakaaye Huy Rakha hAi SoOli Pe Mujhe ..
          Is Ishq Se Barra kOi Jallad Nahin .. !!

          Comment


          • #50
            Re: sirf ashaar

            Wo acha hai to acha hai
            Bura hai to bhi acha hai
            Mizaj-e-Ishq main
            Aib-o-Hunar daikhay nahi jate

            Comment


            • #51
              Re: sirf ashaar

              '' Dil Ka Hujoom-e-Gham Se Adam, Ab Ye Haal Hai
              Darya Pe Jaise Shaam Ko Sakta Sa Chaa'h Gaya ''

              Comment


              • #52
                Re: sirf ashaar

                Itnay Masroof Ho Gaye Hein Wo
                Dil Dukhaanay Bhi Ab Nahi Aatay

                Comment


                • #53
                  Re: sirf ashaar

                  Bht Shareer tha Me Or Hasta Phirta tha ...
                  Phr Ik Faqeer Ne Day Di____ DUA Udaasi ki ..!
                  __________________

                  Comment


                  • #54
                    Re: sirf ashaar


                    سمجھے گا کون ؟؟ جاگتی آنکھوں کے خواب کو
                    ہم اپنے حادثوں کے اکیلے گواہ ہیں

                    Comment


                    • #55
                      Re: sirf ashaar


                      ﺩﮬﮍﮐﻨﯿﮟ ﮔﻮﻧﺠﺘﯽ ﮨﯿﮟ ﺳﯿﻨﮯ ﻣﯿﮟ
                      ﺍﺗﻨﮯ ﺳﻨﺴﺎﻥ ﮨﻮﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﮨﻢ

                      Comment


                      • #56
                        Re: sirf ashaar


                        یونہی روشن نہیں ہیں میری آنکھیں
                        مسلسل آگ __دل میں جل رہی ہے

                        میں آخر کس لیے____ نامطمٔن ہوں
                        مرے ہاں کون سے غم کی کمی ہے
                        __________________

                        Comment


                        • #57
                          Re: sirf ashaar

                          Aanso Bhi Hain Ankhon Me DUAIN Bhi Hain Lab Par ....
                          Bigray Howay Halaat Sanwar Q Nahi Jaate .. ?

                          Comment


                          • #58
                            Re: sirf ashaar

                            Wo din kahan k thi mujhe jeene ki aarzoo.
                            Phirta hon ab to dil ka janaza liye hoe...

                            Comment


                            • #59
                              Re: sirf ashaar


                              کوئی صدا مجبور کئے جاتی ہے ہمیں کچھ کہنے پر
                              بات مگر کم ہی کرتے ہیں ، ساحل ، چاند ، ہوا اور میں

                              گل خوشبو سے ، دل امید سے ، آنکھیں نیند سے خالی ہیں
                              برسوں بیٹھے جاگ رہے ہیں ہیں ، ساحل ، چاند ، ہوا اور میں

                              Comment


                              • #60
                                Re: sirf ashaar

                                Mery moula karam kr dy tu aesa kr bhi skta hy
                                Mery hathon ki janib dekh enhyn tu bhar bhi skta hy

                                Comment

                                Working...
                                X