Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Pathron Ki Tarah Rahon Main Aata Tha Is Liye
    Tarash Kar Mujhay Tu Shayed Nekhaar Day
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Phool Bannay Ki Khushi Main Muskurae Thi Kali
      Yeh Na Samjha Tha, Tabas-sum Mout Ka Paigaam Hay
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Tark -e- Ulfat Bhi Musibat Hay Ab Is Ka Kia Elaaj
        Wo Juda Ho Kay Bhi Tu Dil Say Juda Hota Nahi
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Tujh Say Milay Na Thay Tu Koi Aarzoo Na Thi
          Dekha Tujhay Tu Teray Talab Gaar Ho Gaye
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Tujh Ko Chaha, Teri Dehleez Pay Sajda Na Kia
            Wo Mera Ishq Tha Or Yeh Meri Khuddari Hay
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Saboot Donga Tujhay Main Wafaon Ka Apni
              Zara Sa Gardish -e- Douraan Sakoon Tu Lainay Day
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Kabhi Kabhi Safar -e- Zindagi Say Thak Kar Hum
                Teray Khayalon Kay Saaye Main Beth Jatay Hain
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Tujh Say Lafzon Ka Nahi, Roh Ka Rishta Hay Mera
                  Tu Meri Sanson Main Tehleel Hay Khushboo Ki Tarah
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Jo Kesi Soch Kay Sanchay Main Nahi Aa Sakta
                    Tu Nay Kia Soch Kay Us Shaks Ko Chaha Ay Dil
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Jo Aaj Mera Nahi Hay Wo Kal Mera Ho Ga
                      Keh Har Zamana Urooj -o- Zawaal Rakhta Hay
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Jab Ghar Say Uth Kharay Howay Tu Phir Puchna Hi Kia
                        Manzil Kaha Say Pass Paray Gi, Kaha Say Dorr
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Dil Kay Phapholay Jal Uthay Seenay Kay Daag Say
                          Is Ghar Ko Aag Lag Gaii Ghar Kay Charaag Say
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Dil Be Hosla Hay Ak Zara See Thais Ka Mehmaan
                            Wo Aansoo Kia Piye Ga, Jis Ko Ghum Khana Nahi Aata
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Khata Tu Jab Ho Keh Hum Arz -e- Muddah Bhi Karay
                              Kesi Ko Chahatay Rehna Koi Khata Tu Nahi
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Jis Ka Jo Fun Tha Us Say Hum Nay Maharat Hasil Ki
                                Shama Say Hum Nay Jalna Seekha, Jaan Dena Parwanay Say
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X