Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashar Collection "Mohabbat"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Ashar Collection "Mohabbat"

    Yon muhabbat se na hum khana badosh ko bala,
    Itne sada hain k ghar bhar utha laen ge.

    Comment


    • #47
      Re: Ashar Collection "Mohabbat"

      Ye muhabbat ki kahani nahin marti lakin,
      Log kirdar nibhate hoe mar jate hain.

      Comment


      • #48
        Re: Ashar Collection "Mohabbat"

        Ye dil kitna farebi hai muhabbat ki masafat me,
        Haqeqat chor daita hai fasane sath rakhta hai.

        Comment


        • #49
          Re: Ashar Collection "Mohabbat"

          Wo ate hain to dil me ik kasak mehsos hoti hai,
          Me darta hon kahen is ko muhabbat to nahin kehte

          Comment


          • #50
            Re: Ashar Collection "Mohabbat"

            Nasloon ka fasala hai mere un k darmian,
            Is waqt jin boton se muhabbat hoi muje

            Comment


            • #51
              Re: Ashar Collection "Mohabbat"

              Muj ko nafrat se nahin piar se maslob karo,
              Me to shamil hon muhabbat k gunahgaron me

              Comment


              • #52
                Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                Me kar raha hon muhabbat bhi is lie shaid,
                Jo kaam kar nahin sakta wo kaam karta hon.

                Comment


                • #53
                  Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                  Lag gai un k labon par mustakil moher e sakot,
                  Ae muhabbat jin ko tere raz samjhane gae.

                  Comment


                  • #54
                    Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                    Guzarte hon jahan se qafale eahal e muhabbat k,
                    Jo mumkin ho to aise raston ki khak ban jao.

                    Comment


                    • #55
                      Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                      Karon ga kia jo muhabbat me ho gea nakaam,
                      Muje to aur koi kaam bhi nahin ata

                      Comment


                      • #56
                        Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                        Sohba e muhabbat ka nasha taiz bahot hai,
                        Mumkin hai muje hashar talak hosh na ae

                        Comment


                        • #57
                          Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                          Shar masari hai muhabbat hai yahi,
                          Hum tere bad zamane se gae

                          Comment


                          • #58
                            Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                            Zeest abb kis tarah basar ho gi,
                            Dil nahin lag raha muhabbat me.

                            Comment


                            • #59
                              Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                              Dosto tark e muhabbat ki nasihat hai fazol,
                              Aur na mano to dil e zar ko samjha daikho

                              Comment


                              • #60
                                Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                                Khod wo aghosh kashada hai jazere ki tarah,
                                Phele dariaon ki mand muhhabat us ki

                                Comment

                                Working...
                                X