Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashar Collection "Mohabbat"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ashar Collection "Mohabbat"



    شاید مجھے کسی سے محبت نہیں ہوئی
    لیکن یقین سب کو دلاتا رہا ہوں میں

    اک حسن بے مثال کی تمثیل کے لیے
    پرچھائیوں پہ رنگ گراتا رہا ہوں میں

    اپنا مثالیہ مجھے اب تک نہ مل سکا
    ذروں کو آفتاب بناتا رہا ہوں میں

    کیا مل گیا ضمیر ہنر بیچ کر مجھے
    اتنا کہ صرف کام چلاتا رہا ہوں میں

    کل دوپہر عجیب سی اک بے دلی رہی
    بس تیلیاں جلا کے بجھاتا رہا ہوں میں

    Comment


    • #17
      Re: Ashar Collection "Mohabbat"

      محبٌت میں کہاں ترمیم ھوتی ھے؟
      محبٌت میں ھمیشہ ایک سا موسم نہیں رہتا
      کبھی ھے وصل کی رم جھم
      بھگو دیتی ھے آنچل کو
      دلِ بیکل کو،چنچل کو

      کبھی ھے ھجر کا جلتا دہکتا کاسنی سورج
      لہو میں خار بھرتا ھے
      بالآخر سُرمئی سایوں میں ڈھلتا ھے
      جو پلکوں پر مچلتا ھے
      محبٌت کے مسافر کی کوئی منزل نہیں ھوتی
      محبٌت کا جو کُلیہ ھے
      بدلنے کا کبھی امکان ھوتاہی نہیں اس میں
      سُنا ھے زندگی پل پل یہاں تقسیم ھوتی ھے
      محبٌت میں کہاں ترمیم ھوتی ھے؟

      Comment


      • #18
        Re: Ashar Collection "Mohabbat"

        Narm lafzon se bhi lag jaati hain chottain aksar,
        Muhabbat ik barra naazuk sa hunar hoti hai..

        Comment


        • #19
          Re: Ashar Collection "Mohabbat"

          Raaz khol dete hain nazuk se ishaare aksar,
          Kitni khamosh mohabbat ki zubaan hoti hai..

          Comment


          • #20
            Re: Ashar Collection "Mohabbat"

            Hoti hain mohabat mein keyi raaz ki baatain,
            Wese hi to iss khail main haara nahin jaata.

            Comment


            • #21
              Re: Ashar Collection "Mohabbat"

              Woh aatey hain to dil man ik kassak si mehsoos hoti hai,
              Main dartaa hoon kahin iss ko mohabbat to naheen kehtey..

              Comment


              • #22
                Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                Guzraa hai mohabbat main kuch aesa bhi zamana,
                Rootha hoon agar main to manaya hai kisi ne..

                Comment


                • #23
                  Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                  Kon deta hai mohabbat ko ibadat ka muqaam,
                  Yeh tum insaaf se socho to duaa do hum ko..

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                    Muhabbat hi sahara de rahi thi,
                    Wohi ab be’sahara kar gayi hai..

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                      Ye shikayat fazool hai, yeh to mohabat ka dastoor hai,
                      Ke jo mehboob hota hai, wohi maghroor hota hai…!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                        Kya karain apna to mazhab hi mohabbat hai taraab,
                        Phir meri jaa’n hain yahan log bhi pyare pyare..

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                          Daastaa’n Khatam Honay Wali Hai,
                          Tum Meri Aakhri Muhabbat Ho…!!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                            Jo cheez meri hai ussay koi aur na dakhay,
                            Insan bhi mohhabat main, bachon ki tarhan sochta hai.

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                              Raat Ki Tanhai Mein Aksar, Yeh Sochta Rehta Hun…
                              Mohaßßat Dua Ha, Saza Ha, Jaza Hai, Ya Gunah Ha

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ashar Collection "Mohabbat"

                                Kya Bura Hai Ke Main Mohabbat Kar Loon,
                                Log Wese Bhi Tou Kehte Hain Gunahgar Hoon Mein..

                                Comment

                                Working...
                                X