Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==alif== se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

    aatii hai kis taraH se merii qabz-e-ruuh ko
    dekhuuN to maut DhuuNDh rahii hai bahaana kia

    Comment


    • #17
      Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

      Assalaam oa lekum,


      aaj to vo bhii kuchh Khaamosh saa thaa
      mai.n ne bhii us se ko_ii baat na kii
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #18
        Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

        agar cheh koo-e-sitam meiN ham aas-paas rahay
        maiN un ki aur wo merii pukaar sun na sakay
        -------bakhsh lyapurii--------

        Comment


        • #19
          Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

          Assalaam o alekum,


          ajiib tajurbaa thaa bhii.D se guzarane kaa
          use bahaanaa milaa mujh se baat karane kaa
          :tang: RISK IS MY BUSINESS

          DANGER IS MY GAME

          DONT PLAY WITH ME
          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

          Comment


          • #20
            Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

            ab sir-nigooN wo turrah-o-dastaar to huey
            jinko baRa hi naaz tha qadd-aawarii pe BAKHSH
            bakhsh lyalpurii

            Comment


            • #21
              Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

              Assalaam o alekum,


              aaj kii raat bhii guzarii hai merii kal kii tarah
              haath aaye na sitaare tere aa.Nchal kii tarah
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment


              • #22
                Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                azal se bakhsh rah-e-pur-khatar se guzre hain
                jafa shinaasii-e-ehbaab ki shikayat kya

                Comment


                • #23
                  Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                  Alif sey :)
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                    Aaa ja ky intazar kay sab diay bujh ga'ay
                    kab tak tasavvurat say mehfil saja'ain hum

                    Comment


                    • #25
                      Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                      aafat kii shoKhiyaaN hain tumhaarii nigaah mein

                      mehshar ke fitne khelte hain jalwa-gaah mein

                      Comment


                      • #26
                        Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                        Aik lerki najany kis ky intaazar main
                        yadon ky deep jala'ay subh-o- sham rakhy
                        raasty veeran hoay manzilain saraab hoe
                        rah - e- vafa per musafir kab tak qayam rakhy

                        Comment


                        • #27
                          Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                          aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
                          kaun jiitaa hay tirii zulf ke sar hone tak
                          Ghalib

                          Comment


                          • #28
                            Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                            :rose
                            Attached Files
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #29
                              Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                              azal se bakhsh rah-e-pur-khatar se guzre hain
                              jafa shinaasii-e-ehbaab ki shikayat kya

                              Comment


                              • #30
                                Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                                aik hurf tasale ha aik hurf mohabat ka
                                khud apny liay us ny likha to bohat roya
                                pehly bhe shikaston pay khae the shikast us nay
                                lakin vo tery hatho hara to bohat rooya

                                Comment

                                Working...
                                X