Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    :) filbadeeh:)

    naraz ho rahay thay keh huma kyun odass hay
    phir khud hee noach baythay kali ek gulab ki

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      zaberdast

      yeh subah ki safediyaan, yeh dopeher ki zardiyaan
      main aainey mein dhoondta hoon, main kahan chala geya
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Aisay Sukh day giya wo hamein jatay jaatay!!!!!!!!!!
        lamhon kee dhoop mein Tanhai kay abar chore giya

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          aaj dekha hai tujh ko der key baad
          aaj ka din guzar na jaey kahin :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            ek aur :) abhi abhi ...!!!!!!!!!!!
            naz hey hum ko apnay likhnay pay
            issi wajah sayyun aap say guftago tehri:)

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              aik fi'badeeha Gul aap key naam...

              yeh andaaz tumhara Khuda salamat rakhein
              bohat zarkhaiz hai terey shair ki zameen
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Adaab:) Nawazish

                nahi kuch aisa tu nahi hay bass yeh sab aap ki badolat hay
                hamein likhna nahi aata bass jo sehtay hein wo kehtay hein:)

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  na huwa per na huwa Meer ka andaaz naseeb
                  Zoq yaron ney bohat zor ghazal mein mara
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Aagah apni mout say koi bashar nahi
                    saman soo baras ka hai pal ki khabar nahi
                    Last edited by MuQadas; 28 October 2006, 16:09.

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      naey bashar ney musakh'khar kiyey mah-o-anjum
                      naey dimagh mein wussat khilaoun jaisi hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Ye bhi kya kum hai ke hum teri tamanna mein jiye
                        Lutf-e-manzil na sahi hasrat-e-manzil hi sahi
                        Last edited by MuQadas; 28 October 2006, 16:16.

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Uff yeh dard keh lay ja-ay gaa jaan ab kay
                          koi hamsa-ya howa khawab aur khiyalon ka.....!

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Apni garz sey yahan sabhi miltay hain FARAZ
                            milnay ka maza jab hai jab koi baysabab milay

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              ab us ko auron mein bantein to sar sey qarz utrey
                              wasool ki thi jo suraj ki ik kiran ham ney
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yeh keh raha tha maira haath parh k dastshanas
                                faqatt likha haii lakeeron ke darmiyaan talaash!!!

                                Comment

                                Working...
                                X