Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yah aor baat hai dushman hai aaj
    magar
    Woh maira dost tha kal tak usay
    bura na kaho
    Naa janay kon c majboriyon ka
    qaidi hai woh
    Woh sath chor giya hai to usay
    bay wafa na kaho......

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by Nareem View Post
      Yah aor baat hai dushman hai aaj
      magar
      Woh maira dost tha kal tak usay
      bura na kaho
      Naa janay kon c majboriyon ka
      qaidi hai woh
      Woh sath chor giya hai to usay
      bay wafa na kaho......
      واسطہ حُسن سے یا شدتِ جذبات سے کیا
      عشق کو تیرے قبیلے یا میری ذات سے کیا
      میں تو کہتا رہا مٹ جائےگا تُو بھی اک دن
      میرے قاتل کو مگر میرے خیالات سے کیا





      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        aur kia nazr karoon, ae gham e dildar e Faraz*,
        zindage, jo gham e dunya say bachaye, lay lay,
        Ahmed Faraz,











        sigpic

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yoN phir raha hay kanch ka pekar
          liye hoye
          gafiL ko ye gomaN hay phater Na aye

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yay badal phool aur khushbo bohat baitaab kerty hain
            Ager roona bhi chahy hum kabhi roony nahi daity
            hum apni sans day ker rook laity jaany valo ko
            hamary bas ager hota juda honay nahi daity

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              ye maira husn e nazar hay tho dikha day koye,
              qamath o gaisoo o rukhsaar o dahan thum jaysay,

              "Ahmed Faraz "











              sigpic

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yay kiya hoa kay bhary aasmaan kay aangan say
                Bichar gaya jo sitara hamary naam ka tha
                Barha ker os say raah o rasam ab ye sochty hain
                Wo bohat tha jo rishta salaam dua ka tha

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  iss say pehlay bhi muhabath ka qareena tha yahi,
                  aysay bay haal huway hain magar iss baar keh bas,











                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~


                    سنگ رہنے کی کھائی تھی قسم ذرا آہستہ چل

                    آج کس سے کہیں اکیلے ہم ذرا آہستہ چل

                    وہ کرے اپنی تباہی کا گلہ کس کے ساتھ

                    جس کو اپنوں نے دئیے ہوں غم ذرا آہستہ چل
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      lagtha hay keh ab chahathain asa'n hain ziyadah,
                      ushaaq hain kam ' chaak garaiba'n hain ziyadah,











                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        ہم ہیں متاعِ کوچۂ بازار کی طرح
                        اُٹھتی ہے ہر نگاہ خریدار کی طرح
                        اِس کوئے تشنگی میں بہت ہے کہ اک جام
                        ہاتھ آ گیا ہے دولتِ بیدار کی طرح
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          had hothe hay thanz ki bhi akhir,
                          hum thairay nahi thay' jaa !nahi thay,

                          "Ahmed Faraz "











                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            یقین یہ ہے حقیقت کھل رہی ہے
                            گمان یہ ہے کہ دھوکا کھا رہا ہوں
                            اگر ممکن ہو لے لے اپنی آہٹ
                            خبر دو حسن کو میں آ رہا ہوں
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              na aethbaar na asoodgee na qurb thaira,
                              faqath thakaluf e deewar o dar hay, ghar kaysa,











                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                آگے بڑے نہ قصۂ عشقِ بتاں سے ہم
                                سب کچھ کہا مگر نہ کھلے رازداں سے ہم
                                اب بھاگتے ہیں سایۂ عشقِ بتاں سے ہم
                                کچھ دل سے ہیں ڈرے ہوۓ کچھ آسماں سے ہم
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X