Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    alif
    Attached Files

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      na itni tez chaley, sar phiri hawa sey kaho
      shajar peh aik hi pattah dikhaee deta hai

      shakeeb jalali
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        ye
        Attached Files

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          rondey hai naqsh-e-paa ki tarha khalq mujhey
          aey umr-e-raftah! chhorr gaee tu kahan mujhey

          dard
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Yay shughal hai din raat judai mai kise kay
            khale main kiya kerte hon ashkon bhare ankhain

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Naala-e-shab hai na'rasaa, aah sehar hai be'asar
              mera Khuda kahan geya, merey Khuda ko kya huwa?

              salik
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Apny aks ko chonay ki khawahish main parinda doub gaya
                phir kabhe lout ker ae nahe derya per ghare dua'no ki
                dar say bichra hoa kaboter ' shakh say touta hoa gulab
                aadha dhoop ka sermaya hai 'aadhe dolat cha'on ki


                yay

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yeh na thi hamari qismat keh wisaal-e-yaar hota
                  agar aur jeetey rehtey yehi intizaar hota

                  Alif
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Itny jhatkon say to parbat bhe ukhar jaty hain
                    kaash tou nay hoolay say he daman churaya hota

                    alif

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Aah ko chahiye ik umer asar honey tak
                      kaun jeeta hai teri zulf key sar honey tak

                      ghalib
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Kahe bay kinar say ratjagay kabhe zernigaar say khawab day
                        tera kiya usool hai zindagi mujhy koun is ka jawab day
                        kabhe yon bhe ho tery ro baro mai nazar mila k keh sako
                        mere hasraton ka shumar ker mere khawahisho ka hisab day

                        yay

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          yahaN maiN bhi unki zad par, mira dil bhi unki zad par
                          kabhi maiN bani nishanah, kabhi dil bana nishanah
                          najma ansar najma
                          ========hay=======

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            ham reh'rawaan-e-raah fana hain ba'rang-e-umer
                            javein gey aisey khoj bhi paya na jaey ga

                            meer
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Aik yayhe aas he kafi hai mery jeeny main
                              dil main aap dharakty hain mery seeny main
                              tujh sy jo ghao milay dil ko laga laity hain
                              kitne lazzat hai tere zaat kay ghum peny main

                              noon

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                na janey kon sa aasaib dil main rehta hai
                                k jo bhi tehra aakhir makaan chhore gaya


                                alif


                                Never trust blindly!!!!

                                _______________________________



                                _____________________________________________

                                Comment

                                Working...
                                X