Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    ~~~yeah kesa dour hay anjoman-e-khuda ki basti main~~~
    ~~~giraj rha hay her shaks badaloon ki tarhan~~~
    ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
    ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      hairan ho mein k mujh ko Bolna sikha rahay WO
      Kal tak jo khud anjaan thay lafzoun k shor se ..........!

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yeah khuda ki dean ajeeb hay k isi ka naam naseeb hay
        jisey tu ney chahaa woh mil gya , jisey main ney chaha mila nhn
        ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
        ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Nahin hai dill ko koi tamanna kay uunchay mehlon ki simmt jaain
          ujaar weeranion main basnay ki khwahishain apni mushtarik hain

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Na shab ko chaand achha,na din ko mahr achha
            ye hum per beet rahi hain qayamaten kaisi
            Last edited by WASI ANJUM; 22 January 2008, 12:40.
            sigpic

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              yaqeeN hai dhokay main aa kay utra hai chaand paani ki saltanat main
              bulandioN say dikhaai daita hai hu-bahu aasmaaN samandar......!

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Ro chukay itna k ik ashak nahi bacha
                Aankh hai k ab bhi nami dhoond rahi thi
                (My own)
                sigpic

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  too nay kaha na tha k main kashti pe bojh hoon
                  aankhon ko ab na dhanp mujhay doobta bhi dekh
                  Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                  Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                  Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                  Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Gardish-e-waqt Bhi Mujhe Age Na Le Ja Saka...
                    Tum Jahan Chor Gaye The Wahin Hoon Ab Tak......

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      kabhi kabhi teri yaadon k pur sakon lamhay
                      qasam khuda ki bohat bay qarar kartay hain
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Nighahen mill gai thi meri un ki raat mehfil mein
                        ye duniya hai bas itni baat pheli daasteN ho kar
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          rahon main na baitho kay hawaa kay tangg karay gi
                          guzray huey logon ki sada tangg karay gi
                          matt tout kay chaho usay aghaaz-e-sadar say
                          bichhray ga to har aik adaa tangg karay gi

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Ye jamaal kia ye jalal kia ye arooj kia ye zawal kia
                            Wo jo pair jurr se ukhur gia usse mosumon ka malal kia
                            Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                            Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~



                              Yaad rakho gay to dil k paas hain hum
                              bhool jao gay to faslay hain bahoot
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Tareeq-e-Ishaq nahin ata yeh kis ne keh diya tum se
                                Hum tu woh hen Jo ishaq ki dastan Raqam karty hen

                                Comment

                                Working...
                                X