Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Na'umeedi, sakoot, tanhaii aur suraj gharoob honey ko
    apni marhoom aarzuoun peh aj ji chahta hai roney ko
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Vo hairaan hain hamary zabt pay kah do kateel on say
      jo daman pay nahe girta wo aanso dil pay girta hai

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Yun hi intezar karta raha or waqt dhalta raha
        mere intezar ka sooraj her lamha pighalta raha

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          aaj manzil peh kharra hai woh naii shaan key saath
          tum hanstey they jissey rastey mein gira key logo
          Last edited by Masood; 26 September 2007, 13:35.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by Masood View Post
            aaj manzil peh kharra hai woh naii shaan key saath
            tum hanstey they jissey rastey mein gira key logo
            woh koocha jo kabhi mere liye jannat se kam na tha
            wohi koocha ab mujhay lagta hai jungal ki tarah

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by ahsaas View Post
              woh koocha jo kabhi mere liye jannat se kam na tha
              wohi koocha ab mujhay lagta hai jungal ki tarah
              Hadisa tha guzar geya ho ga
              kis key jaaney ki baat kartey ho
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Masood View Post
                Hadisa tha guzar geya ho ga
                kis key jaaney ki baat kartey ho
                woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar
                chehre ka rang us se chupaya na jaa saka

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by ahsaas View Post
                  woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar
                  chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
                  aik hi aansu larz ker kah geya sab raaz-e-dil
                  ham teri mehfil mein aa ker laakh sanjeedah rahey
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    aik hi aansu larz ker kah geya sab raaz-e-dil
                    ham teri mehfil mein aa ker laakh sanjeedah rahey
                    ye dekho phir se aagaein phoolon pay titliyan
                    ik roz wo bhi ay ga afsos mat karo

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by ahsaas View Post
                      ye dekho phir se aagaein phoolon pay titliyan
                      ik roz wo bhi ay ga afsos mat karo
                      wohi shab ki zulmatein wohi char su andherey
                      woh kahan gaey ujaley mujhey jinki aarzu thi
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by Masood View Post
                        wohi shab ki zulmatein wohi char su andherey
                        woh kahan gaey ujaley mujhey jinki aarzu thi


                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by ahsaas View Post

                          Nahin keh nama'baron ko talash kartey hain
                          ham apney be'khabron ko talash kartey hain
                          muhabbaton ka bhi mausam hai jab guzar jaey
                          sab apney apney gharon ko talash kartey hain
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by Masood View Post
                            Nahin keh nama'baron ko talash kartey hain
                            ham apney be'khabron ko talash kartey hain
                            muhabbaton ka bhi mausam hai jab guzar jaey
                            sab apney apney gharon ko talash kartey hain
                            Najanay kitni mohabbat hai ranj-o-ghum se mujhe
                            Koi bhee dard ho dil mai chupana chahti hoon

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by ahsaas View Post
                              Najanay kitni mohabbat hai ranj-o-ghum se mujhe
                              Koi bhee dard ho dil mai chupana chahti hoon
                              na manzilon ko na ham reh'guzr ko dekhtey hain
                              ajab safar hai keh bas hamsafar koi dekhtey hain
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Masood View Post
                                na manzilon ko na ham reh'guzr ko dekhtey hain
                                ajab safar hai keh bas hamsafar koi dekhtey hain
                                na shikayaten na gila kare
                                koi aisa shaKhs hua kare
                                jo mere liye hi saja kare
                                mujh hi se baten kiya kare

                                Comment

                                Working...
                                X