Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    yaqeeN ye hai, haqeeqat khul rahi hai
    gumaaN ye hai k dhokay khaa raha huu.N

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Na jana keh duniya sey jata hai koi
      bohat der ki mehrbaan aatey aatey
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main.
        woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi.

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          na dena khat-e-shoq ghabra key pehley
          mehal moqaa aey nama bar dekh lena
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            ajnabi lagne lage khud tumhain apna wajood
            apne din raat ko itna bhi akela na karo
            kh'aab bachhon key kheylonon ki tarah hote hain
            kh'aab dekha na karo khuaab dikhaya na karo

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              woh aaey hain pashemaan laash per ab
              tujhey aey zindagi laoun kahan sey?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Yun to hum kisika peecha nahi karte,
                Darde dil liya aur diya nahi karte,
                Ittefaq ki baat hai ki ye dosti aap se hai,
                Varna itni kimti cheez hum kisiko diya nahi karta

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  idher dekh lena, udher dekh lena
                  kun akhiyon sey usko magar dekh lena
                  faqat nabz sey haal zahir na ho ga
                  mera dil bhi aey chara gar dekh lena
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    apni gali main apna hi ghar dhoondtay hain log
                    amjad yeh kon shehar ka naqsha badal gaya

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      aur kuchh der na guzrey shab-e-furqat sey kaho
                      dil bhi dukhta hai, woh yaad bhi kam aatey hain
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        naakaam-e-tamannaa dil is soch me.n rahataa hai
                        yuu.N hotaa to kyaa hotaa yuu.N hotaa to kyaa hotaa

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Yeh Duniya The Jaise Saraabo'n ka Maskan
                          Qadam Qadam Par hum Nay Dokhay Khaye Thay
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            yaa rab! Gam-e-hijraa.N me.n itanaa to kiyaa hotaa
                            jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Ab Tu Ansoo Bhi Nahin Hain Ghum'khawar
                              Pyassi Ankho'n Ko Rulatay Kyun Ho
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                wasal ki raat aur inti kaali
                                un aankhon mein kajal ho ga
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X