Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Nayi dunya basa li jis ny usy kia khaber
    Chain sy us k shaher mein koe ji sakta nahin
    Khon-e-jiger de ker kerta tha jo oron ko sairaab
    Khud piyaas apni kion bujha sakta nahin..??
    Last edited by ahsaas; 25 July 2007, 14:12.

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by ahsaas View Post
      Nayi dunya basa li jis ny usy kia khaber
      Chain sy us k shaher mein koe ji nahin sakta
      Khon-e-jiger de ker kerta tha jo oron ko sairaab
      Khud piyaas apni kion bujha sakta nahin..??
      Muskan shair mein kuchh garr barr ho gaii hai :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        I think Muskan ka shair ALIF per khatam hota hai:

        Aashiyaney ki baat kartey ho
        dil jalaney ki baat kartey ho
        hadisa tha guzar geya ho ga
        kis key jaaney ki baat kartey ho
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          Muskan shair mein kuchh garr barr ho gaii hai :)
          I`m Sorry ...:)

          Originally posted by Masood View Post
          I think Muskan ka shair ALIF per khatam hota hai:

          Nahin Masood ,hamara Shair "Noon" per khatam ho raha hai Sorry 4 Mistake..

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by ahsaas View Post
            Nayi dunya basa li jis ny usy kia khaber
            Chain sy us k shaher mein koe ji sakta nahin
            Khon-e-jiger de ker kerta tha jo oron ko sairaab
            Khud piyaas apni kion bujha sakta nahin..??
            To ham NOON sey shair FARMAA :khi:detey hain :kr:

            Naqsh faryadi hai kis ki shokhi-e-tehreer ka
            kaaghzi hai pairhan har paikar-e-tasweer ka
            kavey kavey sakht jani haaey tanhaii na pooch
            subah ka karna shaam ka lana hai ju-e-sheer ka
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              apni zindagi main mujh ko shreek smjhna
              koi gham aa jaye to qareeb smjhna
              day dain gay muskurahtain aansoo k bdly main
              mgr hzaaron doston main zraa azeez smjhna
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Ankhon mein Ansoon Ab tou thamty hi nahin
                Ye be waqat mousam rukny ka naam nahin leta

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by ahsaas View Post
                  Ankhon mein Ansoon Ab tou thamty hi nahin
                  Ye be waqat mousam rukny ka naam nahin leta
                  apney hathon ki lakeeron mein bsaa ley mujh ko
                  main hoon tera to naseeb apna bnaa ley mujh ko
                  mujh sey poochhney aaya hai tu wafa key maani
                  teri yeh sada dili kahin maar na daaley mujh ko
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    apney hathon ki lakeeron mein bsaa ley mujh ko
                    main hoon tera to naseeb apna bnaa ley mujh ko
                    mujh sey poochhney aaya hai tu wafa key maani
                    teri yeh sada dili kahin maar na daaley mujh ko
                    Woh kahta tha buhat Aziz hein meri ankhein usy lekin
                    woh jaty jaty inhein ker gia hai phir se pur-num

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by ahsaas View Post
                      Woh kahta tha buhat Aziz hein meri ankhein usy lekin
                      woh jaty jaty inhein ker gia hai phir se pur-num
                      merey ham'nafas merey ham'nawa mujhey dost ban ker dagha na dey
                      main hoon sadma-e-ishq sey jaan ba'lab mujhey zindagi ki dua na dey
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        ye dil ka rog ye chaaht Khuda kisi ko na day
                        buri bala hai muhabbat Khuda kisi ko na day
                        tarap,junoonye ruswaa e aan akela pann
                        qadam qadam pay moosibat Khuda kisi ko na day
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by lucky View Post
                          ye dil ka rog ye chaaht Khuda kisi ko na day
                          buri bala hai muhabbat Khuda kisi ko na day
                          tarap,junoonye ruswaa e aan akela pann
                          qadam qadam pay moosibat Khuda kisi ko na day

                          yeh aarzu thi tujhey gul key ru'baru kartey
                          ham aur bulbul-e-baitab guftgoo kartey
                          pyambar na muyassir huwa to khoob huwa
                          zuban-e-ghair sey kya sharh-e-aarzu kartey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by Masood View Post
                            merey ham'nafas merey ham'nawa mujhey dost ban ker dagha na dey
                            main hoon sadma-e-ishq sey jaan ba'lab mujhey zindagi ki dua na dey
                            Yaad hai usy Aj bhi mere chahry ki Muskan
                            Jis ny kaha tha k Tou mera koe nahin

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              yeh aarzu thi tujhey gul key ru'baru kartey
                              ham aur bulbul-e-baitab guftgoo kartey
                              pyambar na muyassir huwa to khoob huwa
                              zuban-e-ghair sey kya sharh-e-aarzu kartey
                              yoon luti hon gi bahaaren na gulistaanon ki
                              jaisy lut gaye duniya mery armaanon ki
                              tum nay mehfil main b bula k na poochi koi baat
                              kia yoon hi qadar kia krty hain mehmaanon ki
                              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by lucky View Post
                                yoon luti hon gi bahaaren na gulistaanon ki
                                jaisy lut gaye duniya mery armaanon ki
                                tum nay mehfil main b bula k na poochi koi baat
                                kia yoon hi qadar kia krty hain mehmaanon ki

                                Yaad-e-Mazi azzab hai yaar Rabb!
                                Chheen ley mujh sey hafiza mera!
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X