Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yeh haal hai chaman mein keh ab masal-e-barg-e-khushk
    aawara aik umer sey hain ham, hawa key saath
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      hamain aa kar mana laina kisi bhi kaam sai pehlai
      udaasi tehar jati hai tumharai naam sai pehlai
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Yeh ham ney dekha tha khawab pyarey, nadi kinarey
        zameen peh utrey they do sitarey, nadi kinarey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          Yeh ham ney dekha tha khawab pyarey, nadi kinarey


          zameen peh utrey they do sitarey, nadi kinarey
          یوں بھی ہم دور دور رہتے تھے
          یوں بھی سینوں میں اک کدورت تھی
          تم نے رسماً بھلا دیا ورنہ
          اس تکلف کی کیا ضرورت تھی

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by ahsaas View Post
            یوں بھی ہم دور دور رہتے تھے

            یوں بھی سینوں میں اک کدورت تھی
            تم نے رسماً بھلا دیا ورنہ

            اس تکلف کی کیا ضرورت تھی
            yaqin hai, dhokey mein aa key utra hai chand, paani ki saltnat mein
            bulandiyon sey dikhaii deta hai, hu bahu aasman samundar
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by Masood View Post
              yaqin hai, dhokey mein aa key utra hai chand, paani ki saltnat mein


              bulandiyon sey dikhaii deta hai, hu bahu aasman samundar
              رنگ لاتی ہے حنا پتھر پر پس جانے کے بعد
              سرخرو ہوتا ہے انساں ٹھوکریں کھانے کے بعد


              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Dard ko phir mere dil ki hai talash
                khana barbad ko ghar yaad aaya
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Aa Ja K Abhi Zabt Ka Mousam Nahi Guzra
                  Aa Ja K Paharou'n Pe Abhi Barf Jummi Hay
                  Khushboo K Jazeerou'n Se Sitaarou'n Ki Hadoun Tak
                  Iss Shehr Main Sub Kuchh Hay Bus Ik Teri Kumi Hay
                  sigpic


                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Wafa View Post
                    Aa Ja K Abhi Zabt Ka Mousam Nahi Guzra
                    Aa Ja K Paharou'n Pe Abhi Barf Jummi Hay
                    Khushboo K Jazeerou'n Se Sitaarou'n Ki Hadoun Tak
                    Iss Shehr Main Sub Kuchh Hay Bus Ik Teri Kumi Hay
                    Yeh udaas udaas thandak jo aseer hai pawwan mein
                    kahin bijiliyaan bhar dey kisi gosha-e-chaman mein
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by Masood View Post
                      Yeh udaas udaas thandak jo aseer hai pawwan mein


                      kahin bijiliyaan bhar dey kisi gosha-e-chaman mein
                      نہ جانے ہو گيا ہوں اس قدر حساس ميں کب سے
                      کسی سے بات کرتا ہوں تو آنکھيں بھيگ جاتی ہيں

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        نہ جانے ہو گيا ہوں اس قدر حساس ميں کب سے



                        کسی سے بات کرتا ہوں تو آنکھيں بھيگ جاتی ہيں
                        na khanjar uthey ga na talwar un sey
                        yeh bazu merey aazmaey huwey hain
                        Last edited by Masood; 27 March 2007, 15:34.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Masood View Post
                          na khanjar uthey ga na talwar un sey

                          yeh bazu merey aazmaey huwey hain
                          نھ جانے کیوں میری آنکھوں میں آ گئے آنسو
                          کسی نے ھاتھ جو بڑھایا تھا دوستی کیلئے

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by ahsaas View Post
                            نھ جانے کیوں میری آنکھوں میں آ گئے آنسو


                            کسی نے ھاتھ جو بڑھایا تھا دوستی کیلئے
                            yeh ajeeb fasl-e-gul hai keh kisi bhi gul ki rangat
                            na jachi meri nazar mein na rachi tere badan mein
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              yeh ajeeb fasl-e-gul hai keh kisi bhi gul ki rangat


                              na jachi meri nazar mein na rachi tere badan mein
                              نظر اٹھاوں ميں جس طرف بھی مہيب سائے ہيں ظلمتوں کے
                              يہ کيا کہ ميرے نصيب کے ماہتاب سارے جھلس گئے ہيں

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by ahsaas View Post
                                نظر اٹھاوں ميں جس طرف بھی مہيب سائے ہيں ظلمتوں کے


                                يہ کيا کہ ميرے نصيب کے ماہتاب سارے جھلس گئے ہيں
                                Nagar nagar ka patah jantey huwey bhi kabhi
                                dikha saki na kisi ko kisi key daagh huwa
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X