Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

    main ney kaha zindagi gham ka isti'ara hai
    usney kaha muhabbat jeeney ka sahara hai
    main ney kaha judai mein tanhai ka sag dhasta hai
    usney kaha magar pyar to dilon mein basta hai
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

      Assalam O Alaikum WR WB ....




      phool ban ker muskurana zindagi hay
      Muskura k ghum bhulana zindagi hay,

      Mil ker log khush hotay hain to kia howa
      Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay


      میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


      میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

      Comment


      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

        meri maut pariyon key jhurmat mein ho gi
        janaza haseeno key kaandhon peh ho ga
        kaffan mera unka dopatta baney ga
        barri shaan sey meri mayyat uthey gi
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

          Dedicate To Pegham


          Kheench laati hai hume teri Muhabbat warna,
          Aakhri baar mila hun mai kayii baar tujh sey...!

          Comment


          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

            Assalam O Alaikum WR WB ...


            wo yaron ki mahfil wo muskuratey hoe pal:
            dil sey juda nahi apna beeta howa kal:

            kabhi guzarti thi zindagi khushiyan paney main:
            aaj waqt guzar jata hy kagaz k tukrey kmane main ...


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

              بکھر چکے ہیں بہت باغ و دشت و دریا میں
              اب اپنے حجرۂ جاں میں سمٹ کے دیکھتے ہیں
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                تیری خاموش ادا مجھے خاموش نہ کر دے اے دوست
                کبھی کبھی مجھے میرے ہونے کا احساس دلا دیا کرو

                Comment


                • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r


                  raat bhar us ki hi aahat kaan mein aati rahi
                  jhaank ker dekha gali mein koi bhi aaya na tha
                  aks to mojood they per aks-e-tanhaii key they
                  aaina to tha magar us mein tera chehra na tha
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                    ایسی باتیں اور سے جا کر کہئے تو کچھ بات بھی ہے
                    اس سے کہے کیا حاصل جس کو سچ بھی تمہارا بہانہ ہے
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                      suu-e-maikadah na jaatey to kuchh aur baat hoti
                      woh nigah sey pilatey to kuchh aur baat hoti
                      go hawa-e-gulistaan ney merey dil ki laaj rakh li
                      woh naqaab khud uthaatey to kuchh aur baat hoti :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                        Aik wafa ko paane ki koshish mein,
                        Zakhmi hoti hein wafayen kitni,
                        Kitna masoom sa lagta hai lafz Muhabbat,
                        Or is lafz sey milti hein sazayen kitni,

                        Comment


                        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                          جتنا میں اپنے پاس تھا، اُتنا میں اپنے پاس ہوں
                          باقی کا اس سے پوچھیے، اس نے مجھے کہاں کیا

                          جس پہ خفا ہوئے ہو تم،تم نے سجھائی تھی وہ بات
                          میرا بس اتنا دوش ہے، میں نے اس سے بیاں کیا
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                            Khul gaye aankh to phir khawab mein soya na gaya
                            aankh mein is qadar aansoo they keh phir roya na gaya
                            ham ney phir qatra-e-khoon tank liya palkion mein
                            dard izhaar kiya dhaagey mein piroya na gaya
                            log esa key tarah daar pia so jate hien
                            Aur ham sia bister pia bhi soyaa na gaya
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                              ہمیں تو بس یہ پتا چلا تھا کہ اُونٹوں والے چلے گئے ہیں
                              کسی کو اس کی خبر نہیں جو معاملہ ختم ہو گیا ہے

                              نہ تتلیوں جیسی دوپہر نہ اب وہ سورج گلاب جیسا
                              جسے محبّت کہا گیا وہ مغالطہ ختم ہو گیا ہے
                              Last edited by saraah; 7 May 2011, 20:49.
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                                کوئی کرتا ہی نہیں ذکر وفا داری کا
                                آج کل عشق میں سب آسانی ہی آسانی ہے
                                Last edited by ahsaas; 7 May 2011, 20:51.

                                Comment

                                Working...
                                X